Is Darja Jal Raha Hun Badan Ke Alaw Mein, Urdu Ghazal By Rashid Imkan

Is Darja Jal Raha Hun Badan Ke Alaw Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rashid Imkan. Is Darja Jal Raha Hun Badan Ke Alaw Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Is Darja Jal Raha Hun Badan Ke Alaw Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس درجہ جل رہا ہوں بدن کے الاؤ میں

رشید امکان

اس درجہ جل رہا ہوں بدن کے الاؤ میں

سورج اتر گئے ہیں مرے گھاؤ گھاؤ میں

جمنے لگا رگوں میں لہو برف کی طرح

پھر کوئی تیرتا ہے نظر کے بہاؤ میں

اک آن میں ضمیر کا پانی اتر گیا

کچھ فرق آ گیا جو کہیں رکھ رکھاؤ میں

ایسا نہ ہو بلند ستارے بھی ڈوب جائیں

لمبا سفر نہ کیجئے کاغذ کی ناؤ میں

رشید امکان

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Is Darja Jal Raha Hun Badan Ke Alaw Mein

Rashid Imkan

is darja jal raha hun badan ke alaw mein
suraj utar gae hain mere ghaw ghaw mein

jamne laga ragon mein lahu barf ki tarah
phir koi tairta hai nazar ke bahaw mein

ek aan mein zamir ka pani utar gaya
kuchh farq aa gaya jo kahin rakh-rakhaw mein

aisa na ho buland sitare bhi Dub jaen
lamba safar na kijiye kaghaz ki naw mein

(481) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Is Darja Jal Raha Hun Badan Ke Alaw Mein written by Rashid Imkan at UrduPoint. Is Darja Jal Raha Hun Badan Ke Alaw Mein is one of the masterpieces written by Rashid Imkan. You can also find the complete poetry collection of Rashid Imkan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rashid Imkan' above.

Is Darja Jal Raha Hun Badan Ke Alaw Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Is Darja Jal Raha Hun Badan Ke Alaw Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.