Apne Hone Ka Koi Saz Nahin Deti Hai, Urdu Ghazal By Rashid Taraz

Apne Hone Ka Koi Saz Nahin Deti Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rashid Taraz. Apne Hone Ka Koi Saz Nahin Deti Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Apne Hone Ka Koi Saz Nahin Deti Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اپنے ہونے کا کوئی ساز نہیں دیتی ہے

راشد طراز

اپنے ہونے کا کوئی ساز نہیں دیتی ہے

اب تو تنہائی بھی آواز نہیں دیتی ہے

جانے یہ کون سی منزل ہے شناسائی کی

ذات مطلق کوئی اعجاز نہیں دیتی ہے

اپنی افتاد طبیعت کا گلا کیا ہو کہ جو

خواہشوں کو پر پرواز نہیں دیتی ہے

ساعت خوبی گزر جاتی ہے آتے جاتے

پر یہ تحریک تگ و تاز نہیں دیتی ہے

جانے کیوں اپنی انا دہر سے قربت کے لیے

کوئی پروانہ آغاز نہیں دیتی ہے

رات میرے لیے گنتی ہے طرازؔ اپنے نجوم

میرے ہونے کا مگر راز نہیں دیتی ہے

راشد طراز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Apne Hone Ka Koi Saz Nahin Deti Hai

Rashid Taraz

apne hone ka koi saz nahin deti hai
ab to tanhai bhi aawaz nahin deti hai

jaane ye kaun si manzil hai shanasai ki
zat-e-mutlaq koi eajaz nahin deti hai

apni uftad tabiat ka gila kya ho ki jo
KHwahishon ko par-e-parwaz nahin deti hai

saat-e-KHubi guzar jati hai aate jate
par ye tahrik-e-tag-o-taz nahin deti hai

jaane kyun apni ana dahr se qurbat ke liye
koi parwana-e-aghaz nahin deti hai

raat mere liye ginti hai 'taraaz' apne nujum
mere hone ka magar raaz nahin deti hai

(555) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Apne Hone Ka Koi Saz Nahin Deti Hai written by Rashid Taraz at UrduPoint. Apne Hone Ka Koi Saz Nahin Deti Hai is one of the masterpieces written by Rashid Taraz. You can also find the complete poetry collection of Rashid Taraz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rashid Taraz' above.

Apne Hone Ka Koi Saz Nahin Deti Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Apne Hone Ka Koi Saz Nahin Deti Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.