Kuchh Ajab Sa Hun Sitamgar Main Bhi, Urdu Ghazal By Rauf Raza

Kuchh Ajab Sa Hun Sitamgar Main Bhi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rauf Raza. Kuchh Ajab Sa Hun Sitamgar Main Bhi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kuchh Ajab Sa Hun Sitamgar Main Bhi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کچھ عجب سا ہوں ستم گر میں بھی

رؤف رضا

کچھ عجب سا ہوں ستم گر میں بھی

اس پہ کھلتا ہوں بدن بھر میں بھی

نئی ترتیب سے وہ بھی خوش ہے

خوبصورت ہوں بکھر کر میں بھی

آ مرے ساتھ مرے شہر میں آ

جس سے بھاگ آتا ہوں اکثر میں بھی

اب یہ پا پوش انا کاٹتی ہے

لو ہوا اپنے برابر میں بھی

جھلملا لے ابھی عجلت کیا ہے

اور کچھ دیر ہوں چھت پر میں بھی

رؤف رضا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kuchh Ajab Sa Hun Sitamgar Main Bhi

Rauf Raza

kuchh ajab sa hun sitamgar main bhi
us pe khulta hun badan bhar main bhi

nai tartib se wo bhi KHush hai
KHub-surat hun bikhar kar main bhi

aa mere sath mere shahr mein aa
jis se bhag aata hun aksar main bhi

ab ye pa-posh-e-ana kaTti hai
lo hua apne barabar main bhi

jhilmila le abhi ujlat kya hai
aur kuchh der hun chhat par main bhi

(450) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kuchh Ajab Sa Hun Sitamgar Main Bhi written by Rauf Raza at UrduPoint. Kuchh Ajab Sa Hun Sitamgar Main Bhi is one of the masterpieces written by Rauf Raza. You can also find the complete poetry collection of Rauf Raza by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rauf Raza' above.

Kuchh Ajab Sa Hun Sitamgar Main Bhi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kuchh Ajab Sa Hun Sitamgar Main Bhi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.