Qarib Bhi To Nahin Ho Ki Aa Ke So Jao, Urdu Ghazal By Rauf Raza

Qarib Bhi To Nahin Ho Ki Aa Ke So Jao is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rauf Raza. Qarib Bhi To Nahin Ho Ki Aa Ke So Jao comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Qarib Bhi To Nahin Ho Ki Aa Ke So Jao on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

قریب بھی تو نہیں ہو کہ آ کے سو جاؤ

رؤف رضا

قریب بھی تو نہیں ہو کہ آ کے سو جاؤ

ستاروں جاؤ کہیں اور جا کے سو جاؤ

تھکن ضروری نہیں رات بھی ضروری نہیں

کوئی حسین بہانہ بنا کے سو جاؤ

کہانیاں تھی وو راتیں کہانیاں تھے وو لوگ

چراغ گل کرو اور بجھ بجھا کے سو جاؤ

طریق کار بدلنے سے کچھ نیا ہوگا

جو دور ہے اسے نزدیک لا کے سو جاؤ

خسارے جتنے ہوئے ہیں وو جاگنے سے ہوئے

سو ہر طرف سے صدا ہے کے جا کے سو جاؤ

یہ کار شعر بھی اک کار خیر جیسا ہے

کے طاق طاق جلو لو بڑھا کے سو جاؤ

اداس رہنے کی عادت بہت بری ہے تمہیں

لطیفے یاد کرو ہنس ہنسا کے سو جاؤ

رؤف رضا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Qarib Bhi To Nahin Ho Ki Aa Ke So Jao

Rauf Raza

qarib bhi to nahin ho ki aa ke so jao
sitaron jao kahin aur ja ke so jao

thakan zaruri nahin raat bhi zaruri nahin
koi hasin bahana bana ke so jao

kahaniyan thi wo raaten kahaniyan the wo log
charagh gul karo aur bujh-bujha ke so jao

tariq-e-kar badalne se kuchh naya hoga
jo dur hai use nazdik la ke so jao

KHasare jitne hue hain wo jagne se hue
so har taraf se sada hai ke ja ke so jao

ye kar-e-sher bhi ek kar-e-KHair jaisa hai
ke taq taq jalo lau baDha ke so jao

udas rahne ki aadat bahut buri hai tumhein
latife yaad karo hans-hansa ke so jao

(433) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Qarib Bhi To Nahin Ho Ki Aa Ke So Jao written by Rauf Raza at UrduPoint. Qarib Bhi To Nahin Ho Ki Aa Ke So Jao is one of the masterpieces written by Rauf Raza. You can also find the complete poetry collection of Rauf Raza by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rauf Raza' above.

Qarib Bhi To Nahin Ho Ki Aa Ke So Jao is a widely read Urdu Ghazal. If you like Qarib Bhi To Nahin Ho Ki Aa Ke So Jao, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.