Manzil Ka Mohabbat Main Kahin Nam Nahin Hai, Urdu Ghazal By Raushan Banarasi

Manzil Ka Mohabbat Main Kahin Nam Nahin Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Raushan Banarasi. Manzil Ka Mohabbat Main Kahin Nam Nahin Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Manzil Ka Mohabbat Main Kahin Nam Nahin Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

منزل کا محبت میں کہیں نام نہیں ہے

روشن بنارسی

منزل کا محبت میں کہیں نام نہیں ہے

آغاز ہی آغاز ہے انجام نہیں ہے

صیاد یہ کیوں کر کہوں آرام نہیں ہے

جو کل تھی تڑپ آج تہ دام نہیں ہے

نظارے سے ہاں اور بھی دل ہوتا ہے بے چین

بے آپ کے دیکھے بھی تو آرام نہیں ہے

آرام سکوں میں ہے سکوں موت میں یعنی

جینے میں تو ظاہر ہے کہ آرام نہیں ہے

ہے شام تو اب صبح کا ہونا ہے قیامت

جب صبح ہوئی تو خبر شام نہیں ہے

یہ درد یہ سوزش یہ تڑپ اور یہ آہیں

کس منہ سے کہوں عشق میں آرام نہیں ہے

ہو دل میں محبت تو ہو احساس محبت

فطرت کا یہ انعام مگر عام نہیں ہے

زلفیں رخ پر نور پہ کہتی ہیں بکھر کے

اس شام کے بعد اور کوئی شام نہیں ہے

روشنؔ یہ محبت کی ہے دنیا ہی نرالی

مٹ جانا یہاں کوئی بڑا کام نہیں ہے

روشن بنارسی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Manzil Ka Mohabbat Main Kahin Nam Nahin Hai

Raushan Banarasi

manzil ka mohabbat main kahin nam nahin hai
aaghaz hi aaghaz hai anjam nahin hai

sayyaad ye kyun-kar kahun aaram nahin hai
jo kal thi taDap aaj tah-e-dam nahin hai

nazzare se han aur bhi dil hota hai bechain
be aap ke dekhe bhi to aaram nahin hai

aaram sukun mein hai sukun maut mein yani
jine mein to zahir hai ki aaram nahin hai

hai sham to ab subh ka hona hai qayamat
jab subh hui to KHabar-e-sham nahin hai

ye dard ye sozish ye taDap aur ye aahen
kis munh se kahun ishq mein aaram nahin hai

ho dil mein mohabbat to ho ehsas-e-mohabbat
fitrat ka ye inam magar aam nahin hai

zulfen ruKH-e-pur-nur pe kahti hain bikhar ke
is sham ke baad aur koi sham nahin hai

'raushan' ye mohabbat ki hai duniya hi nirali
miT jaana yahan koi baDa kaam nahin hai

(528) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Manzil Ka Mohabbat Main Kahin Nam Nahin Hai written by Raushan Banarasi at UrduPoint. Manzil Ka Mohabbat Main Kahin Nam Nahin Hai is one of the masterpieces written by Raushan Banarasi. You can also find the complete poetry collection of Raushan Banarasi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Raushan Banarasi' above.

Manzil Ka Mohabbat Main Kahin Nam Nahin Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Manzil Ka Mohabbat Main Kahin Nam Nahin Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.