Kaise Aur Kyon Ne Ehtijaj Kiya, Urdu Ghazal By Raz Ehtisham

Kaise Aur Kyon Ne Ehtijaj Kiya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Raz Ehtisham. Kaise Aur Kyon Ne Ehtijaj Kiya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kaise Aur Kyon Ne Ehtijaj Kiya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کیسے اور کیوں نے احتجاج کیا

راز احتشام

کیسے اور کیوں نے احتجاج کیا

دو ہی لفظوں نے احتجاج کیا

میرے بازو پہ سر رکھا اس نے

اور تکیوں نے احتجاج کیا

مسئلہ کوئی بھی نہیں سمجھا

اور بہت سوں نے احتجاج کیا

سبز پتے سکوں سے ٹوٹ گئے

زرد پتوں نے احتجاج کیا

وہ ملا بھی تو کچھ منٹ کے لئے

اور گھنٹوں نے احتجاج کیا

راز احتشام

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kaise Aur Kyon Ne Ehtijaj Kiya

Raz Ehtisham

kaise aur kyon ne ehtijaj kiya
do hi lafzon ne ehtijaj kiya

mere bazu pe sar rakha us ne
aur takiyon ne ehtijaj kiya

masala koi bhi nahin samjha
aur bahut-son ne ehtijaj kiya

sabz patte sukun se TuT gae
zard patton ne ehtijaj kiya

wo mila bhi to kuchh minute ke liye
aur ghanTon ne ehtijaj kiya

(457) ووٹ وصول ہوئے

You can read Kaise Aur Kyon Ne Ehtijaj Kiya written by Raz Ehtisham at UrduPoint. Kaise Aur Kyon Ne Ehtijaj Kiya is one of the masterpieces written by Raz Ehtisham. You can also find the complete poetry collection of Raz Ehtisham by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Raz Ehtisham' above.

Kaise Aur Kyon Ne Ehtijaj Kiya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kaise Aur Kyon Ne Ehtijaj Kiya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.