Haqiqaton Se Nazar Kis Liye Churaata Hai, Urdu Ghazal By Reshma Zaidi

Haqiqaton Se Nazar Kis Liye Churaata Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Reshma Zaidi. Haqiqaton Se Nazar Kis Liye Churaata Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Haqiqaton Se Nazar Kis Liye Churaata Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

حقیقتوں سے نظر کس لیے چراتا ہے

ریشما زیدی

حقیقتوں سے نظر کس لیے چراتا ہے

اگر یہ سچ ہے کہ تو آئنہ بناتا ہے

سمندروں کی تہوں کو کھنگالنے والا

کبھی کبھی لب دریا ہی ڈوب جاتا ہے

پرند دل کا اب آزادیوں کی حسرت میں

قفس کی تیلیاں آہوں سے بھی جلاتا ہے

جسے بھی راستہ منزل کا میں دکھاتی ہوں

نہ جانے کیوں وہ مرے نقش پا مٹاتا ہے

جنوں کے سائے میں عمریں گزارنے والا

رہ حیات میں کچھ نقش چھوڑ جاتا ہے

وہ آندھیوں سے بھلا کیا لڑے گا اے ریشمؔ

جو شخص باد صبا سے بھی خوف کھاتا ہے

ریشما زیدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Haqiqaton Se Nazar Kis Liye Churaata Hai

Reshma Zaidi

haqiqaton se nazar kis liye churaata hai
agar ye sach hai ki tu aaina banata hai

samundaron ki tahon ko khangalne wala
kabhi kabhi lab-e-dariya hi Dub jata hai

parind dil ka ab aazadiyon ki hasrat mein
qafas ki tiliyan aahon se bhi jalata hai

jise bhi rasta manzil ka main dikhati hun
na jaane kyon wo mere naqsh-e-pa miTata hai

junun ke sae mein umren guzarne wala
rah-e-hayat mein kuchh naqsh chhoD jata hai

wo aandhiyon se bhala kya laDega ai 'resham'
jo shaKHs baad-e-saba se bhi KHauf khata hai

(441) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Haqiqaton Se Nazar Kis Liye Churaata Hai written by Reshma Zaidi at UrduPoint. Haqiqaton Se Nazar Kis Liye Churaata Hai is one of the masterpieces written by Reshma Zaidi. You can also find the complete poetry collection of Reshma Zaidi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Reshma Zaidi' above.

Haqiqaton Se Nazar Kis Liye Churaata Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Haqiqaton Se Nazar Kis Liye Churaata Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.