Us Chand Ko Tum Dil Mein Chhupa Kyun Nahin Lete, Urdu Ghazal By Riaz Hans

Us Chand Ko Tum Dil Mein Chhupa Kyun Nahin Lete is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Riaz Hans. Us Chand Ko Tum Dil Mein Chhupa Kyun Nahin Lete comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Us Chand Ko Tum Dil Mein Chhupa Kyun Nahin Lete on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس چاند کو تم دل میں چھپا کیوں نہیں لیتے

ریاض ہانس

اس چاند کو تم دل میں چھپا کیوں نہیں لیتے

اس پیاس کی شدت کو بجھا کیوں نہیں لیتے

گر پیار کی آتش میں سلگنے میں مزا ہے

پھر عشق میں تم خود کو جلا کیوں نہیں لیتے

یہ لاشۂ جاں آئے گا اب کون اٹھانے

اس بوجھ کو کاندھوں پہ اٹھا کیوں نہیں لیتے

اس شہر میں ہیں لاکھ طبیبوں کی دوکانیں

بیمار ہے گر دل تو دوا کیوں نہیں لیتے

ہے دل میں ریاضؔ اپنے چھپی درد کہانی

رو دھو کے زمانے کو سنا کیوں نہیں لیتے

ریاض ہانس

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Us Chand Ko Tum Dil Mein Chhupa Kyun Nahin Lete

Riaz Hans

us chand ko tum dil mein chhupa kyun nahin lete
is pyas ki shiddat ko bujha kyun nahin lete

gar pyar ki aatish mein sulagne mein maza hai
phir ishq mein tum KHud ko jala kyun nahin lete

ye lasha-e-jaan aaega ab kaun uThane
is bojh ko kandhon pe uTha kyun nahin lete

is shahr mein hain lakh tabibon ki dokanen
bimar hai gar dil to dawa kyun nahin lete

hai dil mein 'riyaz' apne chhupi dard-kahani
ro-dho ke zamane ko suna kyun nahin lete

(654) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Us Chand Ko Tum Dil Mein Chhupa Kyun Nahin Lete written by Riaz Hans at UrduPoint. Us Chand Ko Tum Dil Mein Chhupa Kyun Nahin Lete is one of the masterpieces written by Riaz Hans. You can also find the complete poetry collection of Riaz Hans by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Riaz Hans' above.

Us Chand Ko Tum Dil Mein Chhupa Kyun Nahin Lete is a widely read Urdu Ghazal. If you like Us Chand Ko Tum Dil Mein Chhupa Kyun Nahin Lete, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.