Inhi Subhon Mein Wo Ek Subh-e-nawa Yaad Karo, Urdu Ghazal By Rifat Abbas

Inhi Subhon Mein Wo Ek Subh-e-nawa Yaad Karo is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rifat Abbas. Inhi Subhon Mein Wo Ek Subh-e-nawa Yaad Karo comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Inhi Subhon Mein Wo Ek Subh-e-nawa Yaad Karo on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

انہی صبحوں میں وہ اک صبح نوا یاد کرو

رفعت عباس

انہی صبحوں میں وہ اک صبح نوا یاد کرو

پھول کھلنے کی دعا ہے تو دعا یاد کرو

اک تو بارش کے اترنے کی تھی اپنی آواز

اک وہ کچھ اور تھی پتوں کی صدا یاد کرو

اب وہ رت ہے کہ دریچوں میں نہ ہم ہیں نہ چراغ

کتنے اطراف سے آتی تھی ہوا یاد کرو

اب تو اس خواب کی خوشبو بھی کہیں ہو کہ نہ ہو

ہم وہ کس موج میں تھے چشم کشا یاد کرو

صبح ہونے کی ہے منت تو وہ مانو رفعتؔ

پھول کھلنے کی دعا ہے تو دعا یاد کرو

رفعت عباس

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Inhi Subhon Mein Wo Ek Subh-e-nawa Yaad Karo

Rifat Abbas

inhi subhon mein wo ek subh-e-nawa yaad karo
phul khilne ki dua hai to dua yaad karo

ek to barish ke utarne ki thi apni aawaz
ek wo kuchh aur thi patton ki sada yaad karo

ab wo rut hai ki darichon mein na hum hain na charagh
kitne atraf se aati thi hawa yaad karo

ab to is KHwab ki KHushbu bhi kahin ho ki na ho
hum wo kis mauj mein the chashm-e-kusha yaad karo

subh hone ki hai minnat to wo mano 'rifat'
phul khilne ki dua hai to dua yaad karo

(451) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Inhi Subhon Mein Wo Ek Subh-e-nawa Yaad Karo written by Rifat Abbas at UrduPoint. Inhi Subhon Mein Wo Ek Subh-e-nawa Yaad Karo is one of the masterpieces written by Rifat Abbas. You can also find the complete poetry collection of Rifat Abbas by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rifat Abbas' above.

Inhi Subhon Mein Wo Ek Subh-e-nawa Yaad Karo is a widely read Urdu Ghazal. If you like Inhi Subhon Mein Wo Ek Subh-e-nawa Yaad Karo, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.