Jab Chali Sard Hawa, Urdu Nazam By Riyaz Anwar

Jab Chali Sard Hawa is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Riyaz Anwar. Jab Chali Sard Hawa comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Jab Chali Sard Hawa on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جب چلی سرد ہوا

ریاض انور

موسم سرما کی یہ ویران اور مغموم شام

کہر کی چادر میں لپٹی ہے سسکتی کائنات

گیت خوابوں کی طرح لرزاں سلگتی ہے حیات

برف میں ڈوبی ہوا کی سیٹیاں

چیل کے جنگل کی میٹھی لوریاں

ڈگمگاتے ہیں پریشاں مضمحل لمحوں کے گام

چار سو آواز دے کر پوچھتا پھرتا ہوں میں

ان ہواؤں کی جبین ناز پر

کیا کہیں لکھا ہوا ہے میرا نام

اڑ رہے ہیں راستوں پر زرد پتے جو کبھی

چند لمحوں کو بنے تھے زینت شاخ شجر

جانے یہ کب تک رہیں گے یوں ہوا کے دوش پر

کو بہ کو قریہ بہ قریہ یم بہ یم محو سفر

دکھ کے لمبے سلسلے اور چند لمحوں کی خوشی

ہائے اپنی زندگی

ریاض انور

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jab Chali Sard Hawa

Riyaz Anwar

mausam-e-sarma ki ye viran aur maghmum sham
kohar ki chadar mein lipTi hai sisakti kaenat
git KHwabon ki tarah larzan sulagti hai hayat
barf mein Dubi hawa ki siTiyan
chil ke jangal ki miThi loriyan
Dagmagate hain pareshan muzmahil lamhon ke gam
chaar-su aawaz de kar puchhta phirta hun main
in hawaon ki jabin-e-naz par
kya kahin likkha hua hai mera nam

uD rahe hain raston par zard patte jo kabhi
chand lamhon ko bane the zinat-e-shaKH-e-shajar
jaane ye kab tak rahenge yun hawa ke dosh par
ku-ba-ku qarya-ba-qarya yam-ba-yam mahw-e-safar
dukh ke lambe silsile aur chand lamhon ki KHushi
hae apni zindagi

(418) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jab Chali Sard Hawa written by Riyaz Anwar at UrduPoint. Jab Chali Sard Hawa is one of the masterpieces written by Riyaz Anwar. You can also find the complete poetry collection of Riyaz Anwar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Riyaz Anwar' above.

Jab Chali Sard Hawa is a widely read Urdu Nazam. If you like Jab Chali Sard Hawa, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.