Mere Dil Ke Ye Dagh Sare Hain, Urdu Ghazal By Riyaz Ghazipuri

Mere Dil Ke Ye Dagh Sare Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Riyaz Ghazipuri. Mere Dil Ke Ye Dagh Sare Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mere Dil Ke Ye Dagh Sare Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میرے دل کے یہ داغ سارے ہیں

ریاض غازی پوری

میرے دل کے یہ داغ سارے ہیں

آسماں پر جو چاند تارے ہیں

کیا نرالے ہیں کھیل الفت کے

جیتنے والے کھیل ہارے ہیں

وہی سمجھیں گے کچھ مصیبت کو

جس نے رو رو کے دن گزارے ہیں

جن کو غیروں کے ساتھ دیکھا ہے

کیسے کہہ دیں کہ وہ ہمارے ہیں

ہر طرح جو وطن کے کام آئیں

وہ وطن میں ہی بے سہارے ہیں

کل جہاں شاخ آشیانہ تھی

آج کچھ راکھ کچھ شرارے ہیں

آسماں جگمگاتا تھا جن سے

میری آہوں کے وہ شرارے ہیں

ہو کا عالم ہے چار سمت ریاضؔ

گردش وقت کے نظارے ہیں

ریاض غازی پوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mere Dil Ke Ye Dagh Sare Hain

Riyaz Ghazipuri

mere dil ke ye dagh sare hain
aasman par jo chand tare hain

kya nirale hain khel ulfat ke
jitne wale khel haare hain

wahi samjhenge kuchh musibat ko
jis ne ro ro ke din guzare hain

jin ko ghairon ke sath dekha hai
kaise kah den ki wo hamare hain

har tarah jo watan ke kaam aaen
wo watan mein hi be-sahaare hain

kal jahan shaKٓH-e-ashiyana thi
aaj kuchh rakh kuchh sharare hain

aasman jagmagata tha jin se
meri aahon ke wo sharare hain

hu ka aalam hai chaar samt 'riyaz'
gardish-e-waqt ke nazare hain

(312) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mere Dil Ke Ye Dagh Sare Hain written by Riyaz Ghazipuri at UrduPoint. Mere Dil Ke Ye Dagh Sare Hain is one of the masterpieces written by Riyaz Ghazipuri. You can also find the complete poetry collection of Riyaz Ghazipuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Riyaz Ghazipuri' above.

Mere Dil Ke Ye Dagh Sare Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mere Dil Ke Ye Dagh Sare Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.