Har Ek ShaKHs Ko Dhoke Mein Dal Rakkha Hai, Urdu Ghazal By Rizwan Kashfi

Har Ek ShaKHs Ko Dhoke Mein Dal Rakkha Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rizwan Kashfi. Har Ek ShaKHs Ko Dhoke Mein Dal Rakkha Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Har Ek ShaKHs Ko Dhoke Mein Dal Rakkha Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہر ایک شخص کو دھوکے میں ڈال رکھا ہے

رضوان کشفی

ہر ایک شخص کو دھوکے میں ڈال رکھا ہے

تمہارے لہجے میں کتنا کمال رکھا ہے

تو ہی بتا دے کہ کتنے ذلیل ہوں گے ہم

ہمارے حصے میں کب تک زوال رکھا ہے

جدائیاں بھی ہمیں دور کر نہیں سکتیں

چھپا کے ہجر میں تم نے وصال رکھا ہے

تمہارے ہجر میں ٹوٹے مگر نہیں بکھرے

تمہاری یاد نے اب تک سنبھال رکھا ہے

بچھڑ کے بھی نہیں بھولے گا وہ ہمیں کشفیؔ

اسی خیال سے دل کو سنبھال رکھا ہے

رضوان کشفی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Har Ek ShaKHs Ko Dhoke Mein Dal Rakkha Hai

Rizwan Kashfi

har ek shaKHs ko dhoke mein Dal rakkha hai
tumhaare lahje mein kitna kamal rakkha hai

tu hi bata de ki kitne zalil honge hum
hamare hisse mein kab tak zawal rakkha hai

judaiyan bhi hamein dur kar nahin saktin
chhupa ke hijr mein tum ne visal rakkha hai

tumhaare hijr mein TuTe magar nahin bikhre
tumhaari yaad ne ab tak sambhaal rakkha hai

bichhaD ke bhi nahin bhulega wo hamein 'kashfi'
isi KHayal se dil ko sambhaal rakkha hai

(433) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Har Ek ShaKHs Ko Dhoke Mein Dal Rakkha Hai written by Rizwan Kashfi at UrduPoint. Har Ek ShaKHs Ko Dhoke Mein Dal Rakkha Hai is one of the masterpieces written by Rizwan Kashfi. You can also find the complete poetry collection of Rizwan Kashfi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rizwan Kashfi' above.

Har Ek ShaKHs Ko Dhoke Mein Dal Rakkha Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Har Ek ShaKHs Ko Dhoke Mein Dal Rakkha Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.