Safar Jari Hai, Urdu Nazam By Rizwanullah

Safar Jari Hai is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Rizwanullah. Safar Jari Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Safar Jari Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سفر جاری ہے

رضوان اللہ

آبلہ پائی اور دشت جنوں

ہم سفر ہیں ساتھی ہیں

بے‌ شعوری میں ان کا ساتھ ہوا

اور بچپن پرندۂ معصوم

راستے میں کہیں سے گزرا تھا

میں نے حسرت سے اس کو دیکھا تھا

پھر مکر چاندنی تھی یا کہ سراب

یا بلا نشہ کہہ لو شراب

وہ جوانی تھی یا کہ ایک عذاب

مسکرا کر قریب سے گزری

ہاں مگر ہم سفر ہیں ساتھی ہیں

آبلہ پائی اور دشت جنوں

سفر ہے ایک بلا کا

ہنوز جاری ہے

رضوان اللہ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Safar Jari Hai

Rizwanullah

aabla-pai aur dasht-e-junun
ham-safar hain sathi hain
be-shuuri mein in ka sath hua
aur bachpan parinda-e-masum
raste mein kahin se guzra tha
main ne hasrat se us ko dekha tha
phir makr chandni thi ya ki sarab
ya bila nasha kah lo sharab
wo jawani thi ya ki ek azab
muskura kar qarib se guzri
han magar ham-safar hain sathi hain
aabla-pai aur dasht-e-junun
safar hai ek bala ka
hunuz jari hai

(557) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Safar Jari Hai written by Rizwanullah at UrduPoint. Safar Jari Hai is one of the masterpieces written by Rizwanullah. You can also find the complete poetry collection of Rizwanullah by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rizwanullah' above.

Safar Jari Hai is a widely read Urdu Nazam. If you like Safar Jari Hai, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.