Kisi Ki Chah Mein Had Se Guzar Gae Hote, Urdu Ghazal By Saabir Usmani

Kisi Ki Chah Mein Had Se Guzar Gae Hote is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saabir Usmani. Kisi Ki Chah Mein Had Se Guzar Gae Hote comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kisi Ki Chah Mein Had Se Guzar Gae Hote on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کسی کی چاہ میں حد سے گزر گئے ہوتے

صابر عثمانی

کسی کی چاہ میں حد سے گزر گئے ہوتے

تو نام سارے زمانے میں کر گئے ہوتے

ہماری پیاس کی رکھ لی ہے لاج صحرا نے

سمندروں کے سہارے تو مر گئے ہوتے

جو میرے سینہ پے ہنس کے وہ ہاتھ رکھ دیتے

تو زخم دل کے سبھی میرے بھر گئے ہوتے

کسی کی یاد نے ہم کو سنبھال رکھا ہے

وگرنہ ہجر میں کب کے ہی مر گئے ہوتے

تمہاری یادوں کے سارے ہی رنگ پکے ہیں

جو ہوتے کچے تو کب کے اتر گئے ہوتے

ہمیں تو ماں کی دعاؤں کا ہی سہارا ہے

نہیں تو صحرا میں صابرؔ بکھر گئے ہوتے

صابر عثمانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kisi Ki Chah Mein Had Se Guzar Gae Hote

Saabir Usmani

kisi ki chah mein had se guzar gae hote
to nam sare zamane mein kar gae hote

hamari pyas ki rakh li hai laj sahra ne
samundaron ke sahaare to mar gae hote

jo mere sina pe hans ke wo hath rakh dete
to zaKHm dil ke sabhi mere bhar gae hote

kisi ki yaad ne hum ko sambhaal rakha hai
wagarna hijr mein kab ke hi mar gae hote

tumhaari yaadon ke sare hi rang pakke hain
jo hote kachche to kab ke utar gae hote

hamein to man ki duaon ka hi sahaara hai
nahin to sahra mein 'sabir' bikhar gae hote

(226) ووٹ وصول ہوئے

You can read Kisi Ki Chah Mein Had Se Guzar Gae Hote written by Saabir Usmani at UrduPoint. Kisi Ki Chah Mein Had Se Guzar Gae Hote is one of the masterpieces written by Saabir Usmani. You can also find the complete poetry collection of Saabir Usmani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saabir Usmani' above.

Kisi Ki Chah Mein Had Se Guzar Gae Hote is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kisi Ki Chah Mein Had Se Guzar Gae Hote, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.