Dil Jis Ka Aaine Ki Tarah Pak-saf Hai, Urdu Ghazal By Sabir Jauhari

Dil Jis Ka Aaine Ki Tarah Pak-saf Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sabir Jauhari. Dil Jis Ka Aaine Ki Tarah Pak-saf Hai comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dil Jis Ka Aaine Ki Tarah Pak-saf Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دل جس کا آئنے کی طرح پاک صاف ہے

صابر جوہری

دل جس کا آئنے کی طرح پاک صاف ہے

کیا بات ہے زمانہ اسی کے خلاف ہے

وہ شخص کر رہا ہے محبت کا قتل عام

نفرت کا جس کی فکر پہ ہر دم غلاف ہے

سجدہ نماز شوق کا کرتی ہیں تتلیاں

دامن ہر ایک گل کا بہت پاک صاف ہے

ہم نے خدا بنا دیا جس کو تراش کر

وہ سنگ راہ آج ہمارے خلاف ہے

دنیا سمجھ رہی ہے مجھے صاحب زباں

میرا بھی پر درست کہاں شین قاف ہے

تو ہو رہا ہے لذت دنیا سے شاد کام

صابرؔ بتا یہ کیسا ترا اعتکاف ہے

صابر جوہری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dil Jis Ka Aaine Ki Tarah Pak-saf Hai

Sabir Jauhari

dil jis ka aaine ki tarah pak-saf hai
kya baat hai zamana usi ke KHilaf hai

wo shaKHs kar raha hai mohabbat ka qatl-e-am
nafrat ka jis ki fikr pe har dam ghilaf hai

sajda namaz-e-shauq ka karti hain titliyan
daman har ek gul ka bahut pak-saf hai

hum ne KHuda bana diya jis ko tarash kar
wo sang-e-rah aaj hamare KHilaf hai

duniya samajh rahi hai mujhe sahib-e-zaban
mera bhi par durust kahan shin qaf hai

tu ho raha hai lazzat-e-duniya se shad-kaam
'sabir' bata ye kaisa tera etakaf hai

(172) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dil Jis Ka Aaine Ki Tarah Pak-saf Hai written by Sabir Jauhari at UrduPoint. Dil Jis Ka Aaine Ki Tarah Pak-saf Hai is one of the masterpieces written by Sabir Jauhari. You can also find the complete poetry collection of Sabir Jauhari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sabir Jauhari' above.

Dil Jis Ka Aaine Ki Tarah Pak-saf Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dil Jis Ka Aaine Ki Tarah Pak-saf Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.