Mila Ke Hath Dilon Mein Kashidgi Rakhna, Urdu Ghazal By Sabir Naseerabadi

Mila Ke Hath Dilon Mein Kashidgi Rakhna is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sabir Naseerabadi. Mila Ke Hath Dilon Mein Kashidgi Rakhna comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mila Ke Hath Dilon Mein Kashidgi Rakhna on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ملا کے ہاتھ دلوں میں کشیدگی رکھنا

صابر نصیر آبادی

ملا کے ہاتھ دلوں میں کشیدگی رکھنا

کہاں کا ظرف ہے چاہت میں دشمنی رکھنا

میں ڈھونڈ لوں گا اندھیروں میں راستہ اپنا

تم اپنے گھر کے دریچے میں روشنی رکھنا

پگھل نہ جائے کہیں لمس کی حرارت سے

تم آئنے کو ذرا خود سے دور ہی رکھنا

تمہیں قسم ہے مرے اعتبار کی خاطر

ملو کسی سے تو لہجے میں تازگی رکھنا

مرے دکھوں کو سمجھنا محال ہے صابرؔ

کہ میں نے سیکھ لیا زیر لب ہنسی رکھنا

صابر نصیر آبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mila Ke Hath Dilon Mein Kashidgi Rakhna

Sabir Naseerabadi

mila ke hath dilon mein kashidgi rakhna
kahan ka zarf hai chahat mein dushmani rakhna

main DhunD lunga andheron mein rasta apna
tum apne ghar ke dariche mein raushni rakhna

pighal na jae kahin lams ki hararat se
tum aaine ko zara KHud se dur hi rakhna

tumhein qasam hai mere e'tibar ki KHatir
milo kisi se to lahje mein tazgi rakhna

mere dukhon ko samajhna muhaal hai 'sabir'
ki main ne sikh liya zer-e-lab hansi rakhna

(233) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mila Ke Hath Dilon Mein Kashidgi Rakhna written by Sabir Naseerabadi at UrduPoint. Mila Ke Hath Dilon Mein Kashidgi Rakhna is one of the masterpieces written by Sabir Naseerabadi. You can also find the complete poetry collection of Sabir Naseerabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sabir Naseerabadi' above.

Mila Ke Hath Dilon Mein Kashidgi Rakhna is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mila Ke Hath Dilon Mein Kashidgi Rakhna, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.