Muskuraata Hai Kanwal, Urdu Nazam By Sadaf Jafri

Muskuraata Hai Kanwal is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Sadaf Jafri. Muskuraata Hai Kanwal comes under the Social, Hope category of Urdu Nazam. You can read Muskuraata Hai Kanwal on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مسکراتا ہے کنول

صدف جعفری

آج مانا

درد دل بے حد بڑا ہے

رات کو شکوہ ہے دن سے

صبح کا غم بھی سوا ہے

تم مگر اتنا تو سوچو

زندگی کب

ایک جیسے راستے پر

چل سکی ہے جو چلے گی

آب دیدہ منظروں سے

قہقہے بھی پھوٹتے ہیں

اور زمیں کو

جھک کے اونچے

آسماں بھی چومتے ہیں

اک ذرا رک کر تو دیکھو

حوصلہ کر کے تو دیکھو

کس قدر کیچڑ میں رہ کر

مسکراتا ہے کنول

صدف جعفری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Muskuraata Hai Kanwal

Sadaf Jafri

aaj mana
dard-e-dil behad baDa hai
raat ko shikwa hai din se
subh ka gham bhi siwa hai
tum magar itna to socho
zindagi kab
ek jaise raste par
chal saki hai jo chalegi
aabdida manzaron se
qahqahe bhi phuTte hain
aur zamin ko
jhuk ke unche
aasman bhi chumte hain
ek zara ruk kar to dekho
hausla kar ke to dekho
kis qadar kichaD mein rah kar
muskuraata hai kanwal

(347) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Muskuraata Hai Kanwal written by Sadaf Jafri at UrduPoint. Muskuraata Hai Kanwal is one of the masterpieces written by Sadaf Jafri. You can also find the complete poetry collection of Sadaf Jafri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sadaf Jafri' above.

Muskuraata Hai Kanwal is a widely read Urdu Nazam. If you like Muskuraata Hai Kanwal, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.