Jism-o-jaan Ke Hisar Mein Main Hun, Urdu Ghazal By Saeed Nazar

Jism-o-jaan Ke Hisar Mein Main Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saeed Nazar. Jism-o-jaan Ke Hisar Mein Main Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jism-o-jaan Ke Hisar Mein Main Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جسم و جاں کے حصار میں میں ہوں

سعید نظر

جسم و جاں کے حصار میں میں ہوں

اک عجب سے دیار میں میں ہوں

شبنمی تاج ہے مرے سر پر

کتنی دل کش پھوار میں میں ہوں

قتل و غارت گری ترا پیشہ

امن کے کاروبار میں میں ہوں

تازگی میرے رخ سے ظاہر ہے

لمحۂ خوش گوار میں میں ہوں

قلب کو اعتراض بے جا ہے

ذہن کے اختیار میں میں ہوں

مجھ کو اس پار کا سناؤ حال

بحر کے اس کنار میں میں ہوں

پاس خوش فہمیوں کی دلدل ہے

ایک تاریک غار میں میں ہوں

اے نظرؔ ڈر خزاں کا گھیرے ہے

جب کہ شہر بہار میں میں ہوں

سعید نظر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jism-o-jaan Ke Hisar Mein Main Hun

Saeed Nazar

jism-o-jaan ke hisar mein main hun
ek ajab se dayar mein main hun

shabnami taj hai mere sar par
kitni dilkash phuwar mein main hun

qatl-o-ghaarat-gari tera pesha
amn ke karobar mein main hun

tazgi mere ruKH se zahir hai
lamha-e-KHush-gawar mein main hun

qalb ko e'tiraaz beja hai
zehn ke iKHtiyar mein main hun

mujh ko us par ka sunao haal
bahr ke is kanar mein main hun

pas KHush-fahmiyon ki daldal hai
ek tarik ghaar mein main hun

ai 'nazar' Dar KHizan ka ghere hai
jab ki shahr-e-bahaar mein main hun

(425) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jism-o-jaan Ke Hisar Mein Main Hun written by Saeed Nazar at UrduPoint. Jism-o-jaan Ke Hisar Mein Main Hun is one of the masterpieces written by Saeed Nazar. You can also find the complete poetry collection of Saeed Nazar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saeed Nazar' above.

Jism-o-jaan Ke Hisar Mein Main Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jism-o-jaan Ke Hisar Mein Main Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.