Teri Furqat Ka Mausam Aur Teri Yaadon Ki Ranai, Urdu Ghazal By Saeed Saadi

Teri Furqat Ka Mausam Aur Teri Yaadon Ki Ranai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saeed Saadi. Teri Furqat Ka Mausam Aur Teri Yaadon Ki Ranai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Teri Furqat Ka Mausam Aur Teri Yaadon Ki Ranai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تری فرقت کا موسم اور تری یادوں کی رعنائی

سعید سعدی

تری فرقت کا موسم اور تری یادوں کی رعنائی

انہی سے زندگی کا کچھ ہمیں احساس ہے باقی

دلوں کے ٹوٹنے کی گر کوئی آواز ہوتی تو

عجب ہوتا اگر کوئی سماعت تاب لے آتی

بنا ہے خاک سے لیکن نہ ہو گر خاکساری تو

برابر ہے ترا ہونا نہ ہونا پیکر خاکی

زباں پہ لا کے دل کی بات میں زیر عتاب آیا

اگر چپ چاپ سہہ لیتا مری ہوتی نہ رسوائی

بہت واضح نظر آتے ہیں چہرے اس میں لوگوں کے

بنا لیتا ہوں آڑے وقت کو میں آئنہ سعدیؔ

سعید سعدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Teri Furqat Ka Mausam Aur Teri Yaadon Ki Ranai

Saeed Saadi

teri furqat ka mausam aur teri yaadon ki ranai
inhi se zindagi ka kuchh hamein ehsas hai baqi

dilon ke TuTne ki gar koi aawaz hoti to
ajab hota agar koi samaat tab le aati

bana hai KHak se lekin na ho gar KHaksari to
barabar hai tera hona na hona paikar-e-KHaki

zaban pe la ke dil ki baat main zer-e-itab aaya
agar chup-chap sah leta meri hoti na ruswai

bahut wazeh nazar aate hain chehre is mein logon ke
bana leta hun aaDe waqt ko main aaina 'sadi'

(413) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Teri Furqat Ka Mausam Aur Teri Yaadon Ki Ranai written by Saeed Saadi at UrduPoint. Teri Furqat Ka Mausam Aur Teri Yaadon Ki Ranai is one of the masterpieces written by Saeed Saadi. You can also find the complete poetry collection of Saeed Saadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saeed Saadi' above.

Teri Furqat Ka Mausam Aur Teri Yaadon Ki Ranai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Teri Furqat Ka Mausam Aur Teri Yaadon Ki Ranai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.