Zehn Aur Dil Mein Fasla Hi Raha, Urdu Ghazal By Saeeduzzamaan Abbasi

Zehn Aur Dil Mein Fasla Hi Raha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saeeduzzamaan Abbasi. Zehn Aur Dil Mein Fasla Hi Raha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zehn Aur Dil Mein Fasla Hi Raha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ذہن اور دل میں فاصلا ہی رہا

سعید الزماں عباسی

ذہن اور دل میں فاصلا ہی رہا

وقت زخموں سے کھیلتا ہی رہا

عمر بھر احتیاط کے با وصف

ہم پہ الزام کم نگاہی رہا

ہم جسے درد آشنا سمجھے

عمر بھر صورت آشنا ہی رہا

خط ابیض نظر کا دھوکا تھا

شب کا انجام تو سیاہی رہا

سعید الزماں عباسی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zehn Aur Dil Mein Fasla Hi Raha

Saeeduzzamaan Abbasi

zehn aur dil mein fasla hi raha
waqt zaKHmon se khelta hi raha

umr bhar ehtiyat ke ba wasf
hum pe ilzam-e-kam-nigahi raha

hum jise dard-ashna samjhe
umr bhar surat-ashna hi raha

KHat-e-abyaz nazar ka dhoka tha
shab ka anjam to siyahi raha

(429) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zehn Aur Dil Mein Fasla Hi Raha written by Saeeduzzamaan Abbasi at UrduPoint. Zehn Aur Dil Mein Fasla Hi Raha is one of the masterpieces written by Saeeduzzamaan Abbasi. You can also find the complete poetry collection of Saeeduzzamaan Abbasi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saeeduzzamaan Abbasi' above.

Zehn Aur Dil Mein Fasla Hi Raha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zehn Aur Dil Mein Fasla Hi Raha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.