Phir Koi Aa Raha Hai Dil Ke Qarib, Urdu Ghazal By Safdar Meer

Phir Koi Aa Raha Hai Dil Ke Qarib is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Safdar Meer. Phir Koi Aa Raha Hai Dil Ke Qarib comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Phir Koi Aa Raha Hai Dil Ke Qarib on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پھر کوئی آ رہا ہے دل کے قریب

صفدر میر

پھر کوئی آ رہا ہے دل کے قریب

داغ تازہ کھلا ہے دل کے قریب

پھر کوئی یاد سایہ افگن ہے

دھندلی دھندلی فضا ہے دل کے قریب

پھر کوئی تازہ واردات ہوئی

جمگھٹا سا لگا ہے دل کے قریب

آج بھی چین سے نہ سوئیے گا

پھر کہیں رت جگا ہے دل کے قریب

کل کھلے تھے یہاں نشاط کے پھول

اب دھواں اٹھ رہا ہے دل کے قریب

صفدر میر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Phir Koi Aa Raha Hai Dil Ke Qarib

Safdar Meer

phir koi aa raha hai dil ke qarib
dagh taza khila hai dil ke qarib

phir koi yaad saya-afgan hai
dhundli dhundli faza hai dil ke qarib

phir koi taza wardat hui
jamghaTa sa laga hai dil ke qarib

aaj bhi chain se na soiyega
phir kahin rat-jaga hai dil ke qarib

kal khile the yahan nashat ke phul
ab dhuan uTh raha hai dil ke qarib

(497) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Phir Koi Aa Raha Hai Dil Ke Qarib written by Safdar Meer at UrduPoint. Phir Koi Aa Raha Hai Dil Ke Qarib is one of the masterpieces written by Safdar Meer. You can also find the complete poetry collection of Safdar Meer by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Safdar Meer' above.

Phir Koi Aa Raha Hai Dil Ke Qarib is a widely read Urdu Ghazal. If you like Phir Koi Aa Raha Hai Dil Ke Qarib, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.