Sare Jazbon Ka Sahar Bikhar Gaya Hai, Urdu Nazam By Safiya Arib

Sare Jazbon Ka Sahar Bikhar Gaya Hai is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Safiya Arib. Sare Jazbon Ka Sahar Bikhar Gaya Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Sare Jazbon Ka Sahar Bikhar Gaya Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سارے جذبوں کا سحر بکھر گیا ہے

صفیہ اریب

سارے جذبوں کا سحر بکھر گیا ہے

سارے رشتوں کا بھرم ٹوٹ گیا ہے

میں نے اپنی چاہت کے سوا

کچھ بھی نہیں دیکھا

کسی بے جان شے پر بھی

نظر نہیں ڈالی

تمہارے اندر جیتی رہی ہوں

تم سے بے خبر ہو کر

اپنے آپ سے بھی بے خبر ہو کر

میں نے تم میں

صرف اپنے آپ کو دیکھا

یہ سارا عشق میرا

خود اپنی ہی ذات سے تھا

تم اجنبی تھے میرے لئے

اجنبی ہی رہے

میں اجنبی تھی اپنے سے

اجنبی نہ رہی

اپنے آپ کو پا کر

زہر اپنا پی رہی ہوں

جی رہی ہوں

صفیہ اریب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sare Jazbon Ka Sahar Bikhar Gaya Hai

Safiya Arib

sare jazbon ka sahar bikhar gaya hai
sare rishton ka bharam TuT gaya hai
main ne apni chahat ke siwa
kuchh bhi nahin dekha
kisi be-jaan shai par bhi
nazar nahin Dali
tumhaare andar jiti rahi hun
tum se be-KHabar ho kar
apne aap se bhi be-KHabar ho kar
main ne tum mein
sirf apne aap ko dekha
ye sara ishq mera
KHud apni hi zat se tha
tum ajnabi the mere liye
ajnabi hi rahe
main ajnabi thi apne se
ajnabi na rahi
apne aap ko pa kar
zahr apna pi rahi hun
ji rahi hun

(237) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sare Jazbon Ka Sahar Bikhar Gaya Hai written by Safiya Arib at UrduPoint. Sare Jazbon Ka Sahar Bikhar Gaya Hai is one of the masterpieces written by Safiya Arib. You can also find the complete poetry collection of Safiya Arib by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Safiya Arib' above.

Sare Jazbon Ka Sahar Bikhar Gaya Hai is a widely read Urdu Nazam. If you like Sare Jazbon Ka Sahar Bikhar Gaya Hai, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.