Udas Aankhon Mein Ratjagon Ka JamawDa Hai, Urdu Ghazal By Sagar Sarfaraz

Udas Aankhon Mein Ratjagon Ka JamawDa Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sagar Sarfaraz. Udas Aankhon Mein Ratjagon Ka JamawDa Hai comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Udas Aankhon Mein Ratjagon Ka JamawDa Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اداس آنکھوں میں رتجگوں کا جماوڑا ہے

ساگر سرفراز

اداس آنکھوں میں رتجگوں کا جماوڑا ہے

ہماری پلکوں پہ آنسوؤں کا جماوڑا ہے

میں کس طرح سے پہنچ سکوں گا تری گلی تک

تمام راہوں میں رہزنوں کا جماوڑا ہے

یہ شہر جس میں محبتوں کا رواج پایا

یہاں تو ہر سمت نفرتوں کا جماوڑا ہے

کبھی دریچے سے جھانک کر دیکھ لو گلی میں

تمھارے در پر تو عاشقوں کا جماوڑا ہے

کسی مربع میں اک مثلث پھنسا ہوا ہے

کسی مثلث میں دائروں کا جماوڑا ہے

غموں کے ڈر سے میں بھاگتا پھر رہا ہوں ساگرؔ

مرے تعاقب میں دشمنوں کا جماوڑا ہے

ساگر سرفراز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Udas Aankhon Mein Ratjagon Ka JamawDa Hai

Sagar Sarfaraz

udas aankhon mein ratjagon ka jamawDa hai
hamari palkon pe aansuon ka jamawDa hai

main kis tarah se pahunch sakunga teri gali tak
tamam rahon mein rahzanon ka jamawDa hai

ye shahr jis mein mohabbaton ka riwaj paya
yahan to har samt nafraton ka jamawDa hai

kabhi dariche se jhank kar dekh lo gali mein
tumhaare dar par to 'ashiqon ka jamawDa hai

kisi murabbe mein ek musallas phansa hua hai
kisi musallas mein daeron ka jamawDa hai

ghamon ke Dar se main bhagta phir raha hun 'sagar'
mere ta'aqub mein dushmanon ka jamawDa hai

(196) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Udas Aankhon Mein Ratjagon Ka JamawDa Hai written by Sagar Sarfaraz at UrduPoint. Udas Aankhon Mein Ratjagon Ka JamawDa Hai is one of the masterpieces written by Sagar Sarfaraz. You can also find the complete poetry collection of Sagar Sarfaraz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sagar Sarfaraz' above.

Udas Aankhon Mein Ratjagon Ka JamawDa Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Udas Aankhon Mein Ratjagon Ka JamawDa Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.