Gulshan Ko Bahaaron Ne Is Tarah Nawaza Hai, Urdu Ghazal By Saghar Azmi

Gulshan Ko Bahaaron Ne Is Tarah Nawaza Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saghar Azmi. Gulshan Ko Bahaaron Ne Is Tarah Nawaza Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Gulshan Ko Bahaaron Ne Is Tarah Nawaza Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

گلشن کو بہاروں نے اس طرح نوازا ہے

ساغر اعظمی

گلشن کو بہاروں نے اس طرح نوازا ہے

ہر شاخ کے کاندھے پر کلیوں کا جنازہ ہے

کس طرح بھلائیں ہم اس شہر کے ہنگامے

ہر درد ابھی باقی ہے ہر زخم ابھی تازہ ہے

مستی بھی امیدیں بھی حسرت بھی اداسی بھی

مجھ کو تری آنکھوں نے ہر طرح نوازا ہے

مٹی کی طرح اک دن اڑ جائے گا راہوں سے

سب شور مچاتے ہیں جب تک لہو تازا ہے

یہ راکھ مکانوں کی ضائع نہ کرو ساغرؔ

یہ اہل سیاست کے رخسار کا غازہ ہے

ساغر اعظمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Gulshan Ko Bahaaron Ne Is Tarah Nawaza Hai

Saghar Azmi

gulshan ko bahaaron ne is tarah nawaza hai
har shaKH ke kandhe par kaliyon ka janaza hai

kis tarah bhulaen hum is shahr ke hangame
har dard abhi baqi hai har zaKHm abhi taza hai

masti bhi umiden bhi hasrat bhi udasi bhi
mujh ko teri aankhon ne har tarah nawaza hai

miTTi ki tarah ek din uD jaega rahon se
sab shor machate hain jab tak lahu taza hai

ye rakh makanon ki zaya na karo 'saghar'
ye ahl-e-siyasat ke ruKHsar ka ghaza hai

(572) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Gulshan Ko Bahaaron Ne Is Tarah Nawaza Hai written by Saghar Azmi at UrduPoint. Gulshan Ko Bahaaron Ne Is Tarah Nawaza Hai is one of the masterpieces written by Saghar Azmi. You can also find the complete poetry collection of Saghar Azmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saghar Azmi' above.

Gulshan Ko Bahaaron Ne Is Tarah Nawaza Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Gulshan Ko Bahaaron Ne Is Tarah Nawaza Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.