Tauba Tauba Se Nadamat Ki GhaDi Aai Hai, Urdu Ghazal By Saghar Khayyami

Tauba Tauba Se Nadamat Ki GhaDi Aai Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saghar Khayyami. Tauba Tauba Se Nadamat Ki GhaDi Aai Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tauba Tauba Se Nadamat Ki GhaDi Aai Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

توبہ توبہ سے ندامت کی گھڑی آئی ہے

ساغر خیامی

توبہ توبہ سے ندامت کی گھڑی آئی ہے

میکدے پر بڑی گھنگھور گھٹا چھائی ہے

رنگ کچھ اتنا مری وحشت دل لائی ہے

مجمع عام ہے اور آپ کا سودائی ہے

اشک پیتا ہوں تو لو دیتے ہیں چھالے دل کے

آہ کرتا ہوں تو پھر عشق کی رسوائی ہے

لو نہ دینے لگیں جلتے ہوئے گل کے رخسار

عارض گل پہ جو شبنم نے جگہ پائی ہے

میں تصور کی حدوں سے بھی گزر جاؤں گا

مجھ سے ملنے میں اگر آپ کی رسوائی ہے

جب بھی الجھا ہے سکوت شب غم سے مرا دل

تیری یادوں نے طبیعت مری بہلائی ہے

شیخ صاحب کی نصیحت بھری باتوں کے لئے

کتنا رنگین جواب آپ کی انگڑائی ہے

جب کبھی ترک مے و جام کا آیا ہے خیال

موج سے پھر تری تصویر ابھر آئی ہے

اپنی تقدیر پہ بے ساختہ آئی ہے ہنسی

جب بھی کشتی کوئی ساحل پہ نظر آئی ہے

کہکشاں ڈالے ہے چہرے پہ روپہلا آنچل

چاندنی پاؤں تلے بچھنے چلی آئی ہے

کون کہتا ہے بلندی پہ نہیں ہوں ساگرؔ

میری معراج محبت مری رسوائی ہے

ساغر خیامی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tauba Tauba Se Nadamat Ki GhaDi Aai Hai

Saghar Khayyami

tauba tauba se nadamat ki ghaDi aai hai
mai-kade par baDi ghanghor ghaTa chhai hai

rang kuchh itna meri wahshat-e-dil lai hai
majma-e-am hai aur aap ka saudai hai

ashk pita hun to lo dete hain chhaale dil ke
aah karta hun to phir ishq ki ruswai hai

lau na dene lagen jalte hue gul ke ruKHsar
aariz-e-gul pe jo shabnam ne jagah pai hai

main tasawwur ki hadon se bhi guzar jaunga
mujh se milne mein agar aap ki ruswai hai

jab bhi uljha hai sukut-e-shab-e-gham se mera dil
teri yaadon ne tabiat meri bahlai hai

shaiKH-sahib ki nasihat bhari baaton ke liye
kitna rangin jawab aap ki angDai hai

jab kabhi tark-e-mai-o-jam ka aaya hai KHayal
mauj se phir teri taswir ubhar aai hai

apni taqdir pe be-saKHta aai hai hansi
jab bhi kashti koi sahil pe nazar aai hai

kahkashan Dale hai chehre pe rupahla aanchal
chandni panw tale bichhne chali aai hai

kaun kahta hai bulandi pe nahin hun 'sagar'
meri mearaj-e-mohabbat meri ruswai hai

(817) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tauba Tauba Se Nadamat Ki GhaDi Aai Hai written by Saghar Khayyami at UrduPoint. Tauba Tauba Se Nadamat Ki GhaDi Aai Hai is one of the masterpieces written by Saghar Khayyami. You can also find the complete poetry collection of Saghar Khayyami by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saghar Khayyami' above.

Tauba Tauba Se Nadamat Ki GhaDi Aai Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tauba Tauba Se Nadamat Ki GhaDi Aai Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.