Matla-e-subh Pe Chhai Hai Siyahi Kaisi, Urdu Ghazal By Saghar Mehdi

Matla-e-subh Pe Chhai Hai Siyahi Kaisi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saghar Mehdi. Matla-e-subh Pe Chhai Hai Siyahi Kaisi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Matla-e-subh Pe Chhai Hai Siyahi Kaisi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مطلع صبح پہ چھائی ہے سیاہی کیسی

ساغر مہدی

مطلع صبح پہ چھائی ہے سیاہی کیسی

شہر رہ رہ کے یہ لیتا ہے جماہی کیسی

قرض جاں آج چکا دیں گے مگر یہ تو بتا

زندگی میں نے ترے ساتھ نباہی کیسی

مدتیں گزریں وہ گھر چھوڑ چکا ہے پھر بھی

ان دریچوں میں ہے بیتاب نگاہی کیسی

کتنی محدود تھیں مظلوم سروں کی فصلیں

قتل گاہیں تھیں مگر لامتناہی کیسی

اتفاقات ہیں اے شہر سیاست ورنہ

ہم فقیروں کے لئے مسند شاہی کیسی

کس قدر کاٹ ہے خاموش لبی میں ساغرؔ

جنگ بے تیغ بھی لڑتا ہے سپاہی کیسی

ساغر مہدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Matla-e-subh Pe Chhai Hai Siyahi Kaisi

Saghar Mehdi

matla-e-subh pe chhai hai siyahi kaisi
shahr rah rah ke ye leta hai jamahi kaisi

qarz-e-jaan aaj chuka denge magar ye to bata
zindagi main ne tere sath nibahi kaisi

muddaten guzrin wo ghar chhoD chuka hai phir bhi
in darichon mein hai betab-nigahi kaisi

kitni mahdud thin mazlum saron ki faslen
qatl-gahen thin magar la-mutanahi kaisi

ittifaqat hain ai shahr-e-siyasat warna
hum faqiron ke liye masnad-e-shahi kaisi

kis qadar kaT hai KHamosh-labi mein 'saghar'
jang be-tegh bhi laDta hai sipahi kaisi

(470) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Matla-e-subh Pe Chhai Hai Siyahi Kaisi written by Saghar Mehdi at UrduPoint. Matla-e-subh Pe Chhai Hai Siyahi Kaisi is one of the masterpieces written by Saghar Mehdi. You can also find the complete poetry collection of Saghar Mehdi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saghar Mehdi' above.

Matla-e-subh Pe Chhai Hai Siyahi Kaisi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Matla-e-subh Pe Chhai Hai Siyahi Kaisi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.