Hum Apne BaKHt-e-siyah Ke Asar Mein Rahte Hain, Urdu Ghazal By Sahba Akhtar

Hum Apne BaKHt-e-siyah Ke Asar Mein Rahte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sahba Akhtar. Hum Apne BaKHt-e-siyah Ke Asar Mein Rahte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hum Apne BaKHt-e-siyah Ke Asar Mein Rahte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہم اپنے بخت سیہ کے اثر میں رہتے ہیں

صہبا اختر

ہم اپنے بخت سیہ کے اثر میں رہتے ہیں

وہ رات ہے کہ ستارے نظر میں رہتے ہیں

تماشہ گاہ طلوع و غروب سے ہٹ کر

ہم اک سواد‌ شب بے سحر میں رہتے ہیں

نہ تھی خدا کی زمیں تنگ جن کے قدموں پر

فغاں کہ قید وہ دیوار و در میں رہتے ہیں

وہ آگہی کے سمندر کہاں ہیں جن کے لئے

تمام عمر یہ پیاسے سفر میں رہتے ہیں

ہوائے کوچۂ محبوب سے کہے تو کون

کہ ہم بھی آرزوئے نامہ بر میں رہتے ہیں

وہ شہر یار سخن نام جن کا صہباؔ ہے

فقیر بن کے تری رہ گزر میں رہتے ہیں

صہبا اختر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hum Apne BaKHt-e-siyah Ke Asar Mein Rahte Hain

Sahba Akhtar

hum apne baKHt-e-siyah ke asar mein rahte hain
wo raat hai ki sitare nazar mein rahte hain

tamasha-e-gah-e-tulu-o-ghurub se haT kar
hum ek sawad-e-shab-e-be-sahar mein rahte hain

na thi KHuda ki zamin tang jin ke qadmon par
fughan ki qaid wo diwar-o-dar mein rahte hain

wo aagahi ke samundar kahan hain jin ke liye
tamam-umr ye pyase safar mein rahte hain

hawa-e-kucha-e-mahbub se kahe to kaun
ki hum bhi aarzu-e-nama-bar mein rahte hain

wo shahryar-e-suKHan nam jin ka 'sahba' hai
faqir ban ke teri rahguzar mein rahte hain

(474) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hum Apne BaKHt-e-siyah Ke Asar Mein Rahte Hain written by Sahba Akhtar at UrduPoint. Hum Apne BaKHt-e-siyah Ke Asar Mein Rahte Hain is one of the masterpieces written by Sahba Akhtar. You can also find the complete poetry collection of Sahba Akhtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sahba Akhtar' above.

Hum Apne BaKHt-e-siyah Ke Asar Mein Rahte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hum Apne BaKHt-e-siyah Ke Asar Mein Rahte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.