Jaise Kisi Se Wasl Ka Wada Wafa Hua, Urdu Ghazal By Sahba Akhtar

Jaise Kisi Se Wasl Ka Wada Wafa Hua is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sahba Akhtar. Jaise Kisi Se Wasl Ka Wada Wafa Hua comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jaise Kisi Se Wasl Ka Wada Wafa Hua on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جیسے کسی سے وصل کا وعدہ وفا ہوا

صہبا اختر

جیسے کسی سے وصل کا وعدہ وفا ہوا

یوں صبح دم چراغ سے شعلہ جدا ہوا

زہراب غم کا کوئی اثر ہو تو کس طرح

سینے میں دل ہے دل بھی لہو میں بجھا ہوا

تجھ سے سدا بہار کو اندیشۂ خزاں

پورا نہ ہو خدا کرے تیرا کہا ہوا

اس چشم مے فروش سے پی جس کا ایک عمر

اک شام کا بھی قرض بہ مشکل ادا ہوا

دیتا ہے مجھ کو ترک محبت کے مشورے

تیرے سوا بھی ہے کوئی دل میں چھپا ہوا

جاؤں کہاں کہ ترک تمنا کے باوجود

ہے ہر طرف حصار تمنا کھنچا ہوا

صہبا اختر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jaise Kisi Se Wasl Ka Wada Wafa Hua

Sahba Akhtar

jaise kisi se wasl ka wada wafa hua
yun subh-dam charagh se shoala juda hua

zahrab-e-gham ka koi asar ho to kis tarah
sine mein dil hai dil bhi lahu mein bujha hua

tujh se sada-bahaar ko andesha-e-KHizan
pura na ho KHuda kare tera kaha hua

is chashm-e-mai-farosh se pi jis ka ek umr
ek sham ka bhi qarz ba-mushkil ada hua

deta hai mujh ko tark-e-mohabbat ke mashware
tere siwa bhi hai koi dil mein chhupa hua

jaun kahan ki tark-e-tamanna ke bawajud
hai har taraf hisar-e-tamanna khincha hua

(475) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jaise Kisi Se Wasl Ka Wada Wafa Hua written by Sahba Akhtar at UrduPoint. Jaise Kisi Se Wasl Ka Wada Wafa Hua is one of the masterpieces written by Sahba Akhtar. You can also find the complete poetry collection of Sahba Akhtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sahba Akhtar' above.

Jaise Kisi Se Wasl Ka Wada Wafa Hua is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jaise Kisi Se Wasl Ka Wada Wafa Hua, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.