Waqif Nahin To Uske Labon Ko Kanwal Na Likh, Urdu Ghazal By Sahba Akhtar

Waqif Nahin To Uske Labon Ko Kanwal Na Likh is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sahba Akhtar. Waqif Nahin To Uske Labon Ko Kanwal Na Likh comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Waqif Nahin To Uske Labon Ko Kanwal Na Likh on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

واقف نہیں تو اس کے لبوں کو کنول نہ لکھ

صہبا اختر

واقف نہیں تو اس کے لبوں کو کنول نہ لکھ

الفاظ کو خضاب لگا کر غزل نہ لکھ

مومن کے ساتھ صرف خدا ہے صنم نہیں

اس بیکسی کو عقدۂ مشکل کا حل نہ لکھ

لفظوں میں کب سمٹتا ہے وہ سحر بے کراں

شعروں کو حسن دوست کا نعم البدل نہ لکھ

انسان آپ اپنی تباہی کو کم نہیں

دنیا کی اس تباہی کو کار اجل نہ لکھ

صہباؔ کے ساتھ ساتھ نہ چل سایۂ ضمیر

اے میرے ہم نشیں مری فرد عمل نہ لکھ

صہبا اختر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Waqif Nahin To Uske Labon Ko Kanwal Na Likh

Sahba Akhtar

waqif nahin to us ke labon ko kanwal na likh
alfaz ko KHizab laga kar ghazal na likh

momin ke sath sirf KHuda hai sanam nahin
us bekasi ko uqda-e-mushkil ka hal na likh

lafzon mein kab simaTta hai wo sehr-e-be-karan
sheron ko husn-e-dost ka nemul-badal na likh

insan aap apni tabahi ko kam nahin
duniya ki is tabahi ko kar-e-ajal na likh

'sahba' ke sath sath na chal saya-e-zamir
ai mere ham-nashin meri fard-e-amal na likh

(447) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Waqif Nahin To Uske Labon Ko Kanwal Na Likh written by Sahba Akhtar at UrduPoint. Waqif Nahin To Uske Labon Ko Kanwal Na Likh is one of the masterpieces written by Sahba Akhtar. You can also find the complete poetry collection of Sahba Akhtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sahba Akhtar' above.

Waqif Nahin To Uske Labon Ko Kanwal Na Likh is a widely read Urdu Ghazal. If you like Waqif Nahin To Uske Labon Ko Kanwal Na Likh, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.