KHushi Jo Saya-e-gham Mein Rahe Phir Wo KHushi Kyon Ho, Urdu Ghazal By Sahil Ajmeri

KHushi Jo Saya-e-gham Mein Rahe Phir Wo KHushi Kyon Ho is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sahil Ajmeri. KHushi Jo Saya-e-gham Mein Rahe Phir Wo KHushi Kyon Ho comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHushi Jo Saya-e-gham Mein Rahe Phir Wo KHushi Kyon Ho on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خوشی جو سایۂ غم میں رہے پھر وہ خوشی کیوں ہو

ساحل اجمیری

خوشی جو سایۂ غم میں رہے پھر وہ خوشی کیوں ہو

گرہن جو چاند کو لگ جائے تو پھر چاندنی کیوں ہو

ادائے حسن دلکش کو ذرا سمجھے تو یہ دنیا

توجہ اس میں پنہاں ہے یہ ان کی بے رخی کیوں ہو

اسے کچھ اور ہی کہیے کہ دل دکھتا ہے یہ سن کر

جب اس میں موت شامل ہے تو پھر یہ زندگی کیوں ہو

اگر ملیے کسی سے آپ تو دل کھول کر ملیے

خلوص دل ہی جب نہ ہو تو پھر مل کر خوشی کیوں ہو

خوشی کے وقت میں کیوں خاص صدمے یاد آتے ہیں

کہ ہونٹوں پہ ہنسی کے ساتھ آنکھوں میں نمی کیوں ہو

اگر لالچ سے جنت کے جہنم کی یہ دہشت سے

کیے جو عمر بھر سجدے بھی تو یہ بندگی کیوں ہو

جہاں میں اور بھی اک اجنبی بڑھ جائے تو کیا ہے

نہ ہو پائے کسی سے دوستی تو دشمنی کیوں ہو

تمنا خاص دل کی ان سے اس ڈر سے نہیں کہتے

کہ آغاز محبت ہی میں ان سے دشمنی کیوں ہو

ہمیں پینے کی حسرت ہی نہیں باقی ہے اب ساحلؔ

بجھا دی آنسوؤں نے پیاس تو پھر تشنگی کیوں ہو

ساحل اجمیری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHushi Jo Saya-e-gham Mein Rahe Phir Wo KHushi Kyon Ho

Sahil Ajmeri

KHushi jo saya-e-gham mein rahe phir wo KHushi kyon ho
grahan jo chand ko lag jae to phir chandni kyon ho

ada-e-husn-e-dil-kash ko zara samjhe to ye duniya
tawajjoh is mein pinhan hai ye un ki be-ruKHi kyon ho

ise kuchh aur hi kahiye ki dil dukhta hai ye sun kar
jab is mein maut shamil hai to phir ye zindagi kyon ho

agar miliye kisi se aap to dil khol kar miliye
KHulus-e-dil hi jab na ho to phir mil kar KHushi kyon ho

KHushi ke waqt mein kyon KHas sadme yaad aate hain
ki honTon pe hansi ke sath aankhon mein nami kyon ho

agar lalach se jannat ke jahannum ki ye dahshat se
kiye jo umr bhar sajde bhi to ye bandagi kyon ho

jahan mein aur bhi ek ajnabi baDh jae to kya hai
na ho pae kisi se dosti to dushmani kyon ho

tamanna KHas dil ki un se is Dar se nahin kahte
ki aaghaz-e-mohabbat hi mein un se dushmani kyon ho

hamein pine ki hasrat hi nahin baqi hai ab 'sahil'
bujha di aansoon ne pyas to phir tishnagi kyon ho

(545) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHushi Jo Saya-e-gham Mein Rahe Phir Wo KHushi Kyon Ho written by Sahil Ajmeri at UrduPoint. KHushi Jo Saya-e-gham Mein Rahe Phir Wo KHushi Kyon Ho is one of the masterpieces written by Sahil Ajmeri. You can also find the complete poetry collection of Sahil Ajmeri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sahil Ajmeri' above.

KHushi Jo Saya-e-gham Mein Rahe Phir Wo KHushi Kyon Ho is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHushi Jo Saya-e-gham Mein Rahe Phir Wo KHushi Kyon Ho, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.