Barmala Wo Bhi Agar Hum Ko Dagha Deta Hai, Urdu Ghazal By Sahir Siyalkoti

Barmala Wo Bhi Agar Hum Ko Dagha Deta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sahir Siyalkoti. Barmala Wo Bhi Agar Hum Ko Dagha Deta Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Barmala Wo Bhi Agar Hum Ko Dagha Deta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

برملا وہ بھی اگر ہم کو دغا دیتا ہے

ساحر سیالکوٹی

برملا وہ بھی اگر ہم کو دغا دیتا ہے

دل بیتاب اسے منہ پہ سنا دیتا ہے

وہ ستم کیش جب آزار نیا دیتا ہے

ہم سمجھتے ہیں کہ الفت کا صلہ دیتا ہے

عشق کی آگ تو ہے یوں بھی فنا کا پیغام

دل نا فہم عبث اس کو ہوا دیتا ہے

آزما لیتا ہوں احباب کو گاہے گاہے

ورنہ دینے کو تو ہر چیز خدا دیتا ہے

اور کچھ بھی ہو مگر اس سے تو انکار نہیں

عشق انسان کو انسان بنا دیتا ہے

میں جو پیتا ہوں بلا ناغہ شراب اے واعظ

کیوں تجھے چڑ ہے اگر مجھ کو خدا دیتا ہے

رہبری وہ ہے کہ آسودۂ منزل ہو کوئی

ورنہ رستہ تو ہر اک شخص بتا دیتا ہے

اب نہ کیوں ناز کروں اپنی وفا کیشی پر

اب تو خود دوست مجھے داد وفا دیتا ہے

ساقیٔ بزم کا یہ خاص کرم ہے ساحرؔ

دیکھتے ہی مجھے نظروں سے پلا دیتا ہے

ساحر سیالکوٹی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Barmala Wo Bhi Agar Hum Ko Dagha Deta Hai

Sahir Siyalkoti

barmala wo bhi agar hum ko dagha deta hai
dil-e-betab use munh pe suna deta hai

wo sitam-kesh jab aazar naya deta hai
hum samajhte hain ki ulfat ka sila deta hai

ishq ki aag to hai yun bhi fana ka paigham
dil-e-na-fahm abas is ko hawa deta hai

aazma leta hun ahbab ko gahe-gahe
warna dene ko to har chiz KHuda deta hai

aur kuchh bhi ho magar is se to inkar nahin
ishq insan ko insan bana deta hai

main jo pita hun bila-nagha sharab ai waiz
kyun tujhe chiD hai agar mujh ko KHuda deta hai

rahbari wo hai ki aasuda-e-manzil ho koi
warna rasta to har ek shaKHs bata deta hai

ab na kyun naz karun apni wafa-keshi par
ab to KHud dost mujhe dad-e-wafa deta hai

saqi-e-bazm ka ye KHas karam hai 'sahir'
dekhte hi mujhe nazron se pila deta hai

(493) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Barmala Wo Bhi Agar Hum Ko Dagha Deta Hai written by Sahir Siyalkoti at UrduPoint. Barmala Wo Bhi Agar Hum Ko Dagha Deta Hai is one of the masterpieces written by Sahir Siyalkoti. You can also find the complete poetry collection of Sahir Siyalkoti by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sahir Siyalkoti' above.

Barmala Wo Bhi Agar Hum Ko Dagha Deta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Barmala Wo Bhi Agar Hum Ko Dagha Deta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.