Meri KHak Nur Hi Nur Hai Ki Harif-e-jalwa-e-tur Hai, Urdu Ghazal By Saib Asmi

Meri KHak Nur Hi Nur Hai Ki Harif-e-jalwa-e-tur Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saib Asmi. Meri KHak Nur Hi Nur Hai Ki Harif-e-jalwa-e-tur Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Meri KHak Nur Hi Nur Hai Ki Harif-e-jalwa-e-tur Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مری خاک نور ہی نور ہے کہ حریف جلوۂ طور ہے (ردیف .. ا)

صائب عاصمی

مری خاک نور ہی نور ہے کہ حریف جلوۂ طور ہے

دل بے قرار میں تو نے کیا یہ چراغ عشق جلا دیا

مجھے فکر دور خزاں ہو کیا کہ میں نا شناس بہار ہوں

غم دل کا شکر گزار ہوں مجھے درس زیست سکھا دیا

ہے نتیجہ خیز مری فغاں کہ یہ دل جلوں کی ہے داستاں

کریں انجمن میں اگر بیاں تو جہاں میں حشر اٹھا دیا

جو جہاں میں نقش جمیل ہے تری شوخیوں کا قتیل ہے

یہ تو کھیل رب جلیل ہے کہ بنا کے خود ہی مٹا دیا

جسے عشق کہتے ہیں حق نگر مری خلوتوں کا ہے چارہ گر

کسی دل کے ساز کو چھیڑ کر کوئی نغمہ اس نے سنا دیا

ہو خموش اب تو فسانہ خواں نہیں اچھا صبر کا امتحاں

کہ سنا کے درد کی داستاں کسی غم زدہ کو رلا دیا

میں ہوں ایک صائبؔ بے نوا مرا دل ہے کتنا بجھا ہوا

جو کبھی تھا میں نے سنا ہوا ترے عشق نے وہ دکھا دیا

صائب عاصمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Meri KHak Nur Hi Nur Hai Ki Harif-e-jalwa-e-tur Hai

Saib Asmi

meri KHak nur hi nur hai ki harif-e-jalwa-e-tur hai
dil-e-be-qarar mein tu ne kya ye charagh-e-ishq jala diya

mujhe fikr-e-daur-e-KHizan ho kya ki main na-shanas-e-bahaar hun
gham-e-dil ka shukr-guzar hun mujhe dars-e-zist sikha diya

hai natija-KHez meri fughan ki ye dil-jalon ki hai dastan
karen anjuman mein agar bayan to jahan mein hashr uTha diya

jo jahan mein naqsh-e-jamil hai teri shoKHiyon ka qatil hai
ye to khel-e-rabb-e-jalil hai ki bana ke KHud hi miTa diya

jise ishq kahte hain haq-nigar meri KHalwaton ka hai chaaragar
kisi dil ke saz ko chheD kar koi naghma us ne suna diya

ho KHamosh ab to fasana-KHwan nahin achchha sabr ka imtihan
ki suna ke dard ki dastan kisi gham-zada ko rula diya

main hun ek ‘saib’-e-be-nawa mera dil hai kitna bujha hua
jo kabhi tha main ne suna hua tere ishq ne wo dikha diya

(307) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Meri KHak Nur Hi Nur Hai Ki Harif-e-jalwa-e-tur Hai written by Saib Asmi at UrduPoint. Meri KHak Nur Hi Nur Hai Ki Harif-e-jalwa-e-tur Hai is one of the masterpieces written by Saib Asmi. You can also find the complete poetry collection of Saib Asmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saib Asmi' above.

Meri KHak Nur Hi Nur Hai Ki Harif-e-jalwa-e-tur Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Meri KHak Nur Hi Nur Hai Ki Harif-e-jalwa-e-tur Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.