Dukh Ke Aalam Mein Bhi Bas Ek Sahaara Dukh Hai, Urdu Ghazal By Saif Irfan

Dukh Ke Aalam Mein Bhi Bas Ek Sahaara Dukh Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saif Irfan. Dukh Ke Aalam Mein Bhi Bas Ek Sahaara Dukh Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dukh Ke Aalam Mein Bhi Bas Ek Sahaara Dukh Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دکھ کے عالم میں بھی بس ایک سہارا دکھ ہے

سیف عرفان

دکھ کے عالم میں بھی بس ایک سہارا دکھ ہے

خوش تو بس یوں ہیں کے اس بار تمہارا دکھ ہے

جیت کر لاؤ تو خوشیوں کا سبب بنتا ہے

ہار جاؤ تو مرے یار ستارہ دکھ ہے

آسماں والوں نے اس بار بھی دکھ بھیجا تھا

آسماں والوں نے اب کے بھی اتارا دکھ ہے

تیرے ہاتھوں نے جو تھاما ہے کسی اور کا ہاتھ

میری آنکھوں کو یہی ایک نظارہ دکھ ہے

گھر کی تعمیر کو بس ریت میسر ہو جنہیں

ایسے لوگوں کو یہ دریا کا کنارہ دکھ ہے

ہم سے انکار محبت کا بھلا کب تک ہو

اس کے چہرے پہ عیاں صاف ہمارا دکھ ہے

ایسی حالت میں تو مر جاتے ہیں اچھے اچھے

ہم نے جس حال میں اس بار گزارا دکھ ہے

ہم نے اس بار پلٹ کر نہیں دیکھا اس کو

اس نے اس بار مرا نام پکارا دکھ ہے

دونوں کو ایک ہی زمرے میں رکھا ہے عرفانؔ

ہم نے خوشیاں نہ سنواری نہ سنوارا دکھ ہے

سیف عرفان

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dukh Ke Aalam Mein Bhi Bas Ek Sahaara Dukh Hai

Saif Irfan

dukh ke aalam mein bhi bas ek sahaara dukh hai
KHush to bas yun hain ke is bar tumhaara dukh hai

jit kar lao to KHushiyon ka sabab banta hai
haar jao to mere yar sitara dukh hai

aasman walon ne us bar bhi dukh bheja tha
aasman walon ne ab ke bhi utara dukh hai

tere hathon ne jo thama hai kisi aur ka hath
meri aankhon ko yahi ek nazara dukh hai

ghar ki tamir ko bas ret mayassar ho jinhen
aise logon ko ye dariya ka kinara dukh hai

hum se inkar-e-mohabbat ka bhala kab tak ho
us ke chehre pe ayan saf hamara dukh hai

aisi haalat mein to mar jate hain achchhe achchhe
hum ne jis haal mein is bar guzara dukh hai

hum ne is bar palaT kar nahin dekha us ko
us ne is bar mera nam pukara dukh hai

donon ko ek hi zumre mein rakha hai 'irfan'
hum ne KHushiyan na sanwari na sanwara dukh hai

(269) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dukh Ke Aalam Mein Bhi Bas Ek Sahaara Dukh Hai written by Saif Irfan at UrduPoint. Dukh Ke Aalam Mein Bhi Bas Ek Sahaara Dukh Hai is one of the masterpieces written by Saif Irfan. You can also find the complete poetry collection of Saif Irfan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saif Irfan' above.

Dukh Ke Aalam Mein Bhi Bas Ek Sahaara Dukh Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dukh Ke Aalam Mein Bhi Bas Ek Sahaara Dukh Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.