Sunte Rahte Hain Faqat Kuchh Wo Nahin Kah Sakte, Urdu Ghazal By Saima Esma

Sunte Rahte Hain Faqat Kuchh Wo Nahin Kah Sakte is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saima Esma. Sunte Rahte Hain Faqat Kuchh Wo Nahin Kah Sakte comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sunte Rahte Hain Faqat Kuchh Wo Nahin Kah Sakte on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سنتے رہتے ہیں فقط کچھ وہ نہیں کہہ سکتے

صائمہ اسما

سنتے رہتے ہیں فقط کچھ وہ نہیں کہہ سکتے

آئنوں سے جو کہیں ان کو نہیں کہہ سکتے

ان کے لہجے میں کوئی اور ہی بولا ہوگا

مجھے لگتا ہے کہ ایسا وہ نہیں کہہ سکتے

شہر میں ایک دوانے سے کہلواتے ہیں

اہل پندار مرے خود جو نہیں کہہ سکتے

یوں تو مل جانے کو دم ساز کئی مل جائیں

دل کی باتیں ہیں ہر اک سے تو نہیں کہہ سکتے

جانے پھر منہ میں زباں رکھنے کا مصرف کیا ہے

جو کہا چاہتے ہیں وہ تو نہیں کہہ سکتے

صائمہ اسما

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sunte Rahte Hain Faqat Kuchh Wo Nahin Kah Sakte

Saima Esma

sunte rahte hain faqat kuchh wo nahin kah sakte
aainon se jo kahen un ko nahin kah sakte

un ke lahje mein koi aur hi bola hoga
mujhe lagta hai ki aisa wo nahin kah sakte

shahr mein ek diwane se kahalwate hain
ahl-e-pindar mere KHud jo nahin kah sakte

yun to mil jaane ko dam-saz kai mil jaen
dil ki baaten hain har ek se to nahin kah sakte

jaane phir munh mein zaban rakhne ka masraf kya hai
jo kaha chahte hain wo to nahin kah sakte

(434) ووٹ وصول ہوئے

You can read Sunte Rahte Hain Faqat Kuchh Wo Nahin Kah Sakte written by Saima Esma at UrduPoint. Sunte Rahte Hain Faqat Kuchh Wo Nahin Kah Sakte is one of the masterpieces written by Saima Esma. You can also find the complete poetry collection of Saima Esma by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saima Esma' above.

Sunte Rahte Hain Faqat Kuchh Wo Nahin Kah Sakte is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sunte Rahte Hain Faqat Kuchh Wo Nahin Kah Sakte, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.