Aankh Mein Bhige Sitaron Ki Farawani Mili, Urdu Ghazal By Saima Zaidi

Aankh Mein Bhige Sitaron Ki Farawani Mili is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saima Zaidi. Aankh Mein Bhige Sitaron Ki Farawani Mili comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aankh Mein Bhige Sitaron Ki Farawani Mili on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آنکھ میں بھیگے ستاروں کی فراوانی ملی

صائمہ زیدی

آنکھ میں بھیگے ستاروں کی فراوانی ملی

ہم نے پھر عشق کیا اور پشیمانی ملی

دل نے کیا پایا محبت میں بجز درد فراق

روح کو زخم ملا زخم کو تابانی ملی

ایک منظر نے پلٹ کر سر منظر دیکھا

مجھ کو حیرانی تجھے آئنہ سامانی ملی

رات اک سجدۂ حیران جہاں رکھا تھا

صبح واں درد سے پھٹتی ہوئی پیشانی ملی

بہہ گئی تھی جو کبھی سیل جمال کن میں

موج در موج اسی چشم کی حیرانی ملی

وہ جسے ترک کیا تو نے تعلق کی طرح

ہم کو اس ہجر کے بدلے میں غزل خوانی ملی

صائمہ زیدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aankh Mein Bhige Sitaron Ki Farawani Mili

Saima Zaidi

aankh mein bhige sitaron ki farawani mili
hum ne phir ishq kiya aur pashemani mili

dil ne kya paya mohabbat mein ba-juz dard-e-firaq
ruh ko zaKHm mila zaKHm ko tabani mili

ek manzar ne palaT kar sar-e-manzar dekha
mujh ko hairani tujhe aaina-samani mili

raat ek sajda-e-hairan jahan rakkha tha
subh wan dard se phaTti hui peshani mili

bah gai thi jo kabhi sail-e-jamal-e-kun mein
mauj-dar-mauj usi chashm ki hairani mili

wo jise tark kiya tu ne ta'alluq ki tarah
hum ko us hijr ke badle mein ghazal-KHwani mili

(266) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aankh Mein Bhige Sitaron Ki Farawani Mili written by Saima Zaidi at UrduPoint. Aankh Mein Bhige Sitaron Ki Farawani Mili is one of the masterpieces written by Saima Zaidi. You can also find the complete poetry collection of Saima Zaidi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saima Zaidi' above.

Aankh Mein Bhige Sitaron Ki Farawani Mili is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aankh Mein Bhige Sitaron Ki Farawani Mili, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.