Ek Nashtar-e-nazar Ke Talabgar Hum Bhi Hain, Urdu Ghazal By Sajida Zaidi

Ek Nashtar-e-nazar Ke Talabgar Hum Bhi Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sajida Zaidi. Ek Nashtar-e-nazar Ke Talabgar Hum Bhi Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ek Nashtar-e-nazar Ke Talabgar Hum Bhi Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اک نشتر نظر کے طلب گار ہم بھی ہیں

ساجدہ زیدی

اک نشتر نظر کے طلب گار ہم بھی ہیں

داتا ہو تم غموں کے تو غم خوار ہم بھی ہیں

حیراں کھڑے ہوئے انہیں راہوں میں ہیں ہنوز

اے رہروان کوچۂ دل دار ہم بھی ہیں

دریا سمجھ لیا جسے نکلا وہی سراب

اک حرف تشنگی کے گنہ گار ہم بھی ہیں

منہ راہ نجد شوق سے موڑا نہیں ابھی

ہاں جرم خستگی کے خطا‌ وار ہم بھی ہیں

اس باغ میں کہ زاغ و زغن ہیں امین گل

خاموش دیکھنے کے سزاوار ہم بھی ہیں

ساجدہ زیدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ek Nashtar-e-nazar Ke Talabgar Hum Bhi Hain

Sajida Zaidi

ek nashtar-e-nazar ke talabgar hum bhi hain
data ho tum ghamon ke to gham-KHwar hum bhi hain

hairan khaDe hue unhin rahon mein hain hanuz
ai rahrawan-e-kucha-e-dil-dar hum bhi hain

dariya samajh liya jise nikla wahi sarab
ek harf-e-tishnagi ke gunahgar hum bhi hain

munh rah-e-najd-e-shauq se moDa nahin abhi
han jurm-e-KHastagi ke KHatawar hum bhi hain

is bagh mein ki zagh-o-zaghan hain amin-e-gul
KHamosh dekhne ke saza-war hum bhi hain

(433) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ek Nashtar-e-nazar Ke Talabgar Hum Bhi Hain written by Sajida Zaidi at UrduPoint. Ek Nashtar-e-nazar Ke Talabgar Hum Bhi Hain is one of the masterpieces written by Sajida Zaidi. You can also find the complete poetry collection of Sajida Zaidi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sajida Zaidi' above.

Ek Nashtar-e-nazar Ke Talabgar Hum Bhi Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ek Nashtar-e-nazar Ke Talabgar Hum Bhi Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.