Jaan Se Apni Guzarta Kaun Hai, Urdu Ghazal By Sajjad Syed

Jaan Se Apni Guzarta Kaun Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sajjad Syed. Jaan Se Apni Guzarta Kaun Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jaan Se Apni Guzarta Kaun Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جان سے اپنی گزرتا کون ہے

سجاد سید

جان سے اپنی گزرتا کون ہے

سب کہا کرتے ہیں کرتا کون ہے

ہے سبھی کو باغ جنت کی ہوس

آتش دوزخ سے ڈرتا کون ہے

دل کے ویرانے میں میرے شام سے

روز یہ سجتا سنورتا کون ہے

نیلگوں جھیلیں ہیں یا آنکھیں تری

ڈوب کر ان میں ابھرتا کون ہے

کچھ حسیں چہرے نظر آئے تو ہیں

دیکھیے دل میں اترتا کون ہے

خاک میں اک روز مل جاتے ہیں سب

خوشبوئیں بن کر بکھرتا کون ہے

سجاد سید

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jaan Se Apni Guzarta Kaun Hai

Sajjad Syed

jaan se apni guzarta kaun hai
sab kaha karte hain karta kaun hai

hai sabhi ko bagh-e-jannat ki hawas
aatish-e-dozaKH se Darta kaun hai

dil ke virane mein mere sham se
roz ye sajta sanwarta kaun hai

nilgun jhilen hain ya aankhen teri
Dub kar in mein ubharta kaun hai

kuchh hasin chehre nazar aae to hain
dekhiye dil mein utarta kaun hai

KHak mein ek roz mil jate hain sab
KHushbuen ban kar bikharta kaun hai

(315) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jaan Se Apni Guzarta Kaun Hai written by Sajjad Syed at UrduPoint. Jaan Se Apni Guzarta Kaun Hai is one of the masterpieces written by Sajjad Syed. You can also find the complete poetry collection of Sajjad Syed by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sajjad Syed' above.

Jaan Se Apni Guzarta Kaun Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jaan Se Apni Guzarta Kaun Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.