Apne Qasid Ko Saba Bandhte Hain, Urdu Ghazal By Sakhi Lakhnvi

Apne Qasid Ko Saba Bandhte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sakhi Lakhnvi. Apne Qasid Ko Saba Bandhte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Apne Qasid Ko Saba Bandhte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اپنے قاصد کو صبا باندھتے ہیں

سخی لکھنوی

اپنے قاصد کو صبا باندھتے ہیں

سچ ہے شاعر بھی ہوا باندھتے ہیں

پھر سر دست مرا خوں ہوگا

پھر وہ ہاتھوں میں حنا باندھتے ہیں

گٹھری پھولوں کی وہ ہو جاتی ہے

جن میں وہ اپنی قبا باندھتے ہیں

اجی دیکھیں دل عاشق تو نہیں

آپ آنچل میں یہ کیا باندھتے ہیں

اے سخیؔ آج تو کچھ خیر نہیں

وہ کمر ہو کے خفا باندھتے ہیں

سخی لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Apne Qasid Ko Saba Bandhte Hain

Sakhi Lakhnvi

apne qasid ko saba bandhte hain
sach hai shaer bhi hawa bandhte hain

phir sar-e-dast mera KHun hoga
phir wo hathon mein hina bandhte hain

gaThri phulon ki wo ho jati hai
jin mein wo apni qaba bandhte hain

aji dekhen dil-e-ashiq to nahin
aap aanchal mein ye kya bandhte hain

ai 'saKHi' aaj to kuchh KHair nahin
wo kamar ho ke KHafa bandhte hain

(465) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Apne Qasid Ko Saba Bandhte Hain written by Sakhi Lakhnvi at UrduPoint. Apne Qasid Ko Saba Bandhte Hain is one of the masterpieces written by Sakhi Lakhnvi. You can also find the complete poetry collection of Sakhi Lakhnvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sakhi Lakhnvi' above.

Apne Qasid Ko Saba Bandhte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Apne Qasid Ko Saba Bandhte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.