Ishq Hai Yar Ka KHuda-hafiz, Urdu Ghazal By Sakhi Lakhnvi

Ishq Hai Yar Ka KHuda-hafiz is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sakhi Lakhnvi. Ishq Hai Yar Ka KHuda-hafiz comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ishq Hai Yar Ka KHuda-hafiz on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

عشق ہے یار کا خدا حافظ

سخی لکھنوی

عشق ہے یار کا خدا حافظ

امر دشوار کا خدا حافظ

پیچ مجھ پر پڑے جو پڑنا ہو

زلف خم دار کا خدا حافظ

سر جو ٹکراتا ہوں تو کہتے ہیں

میری دیوار کا خدا حافظ

سرفروشوں کی چشم بد نہ پڑے

ان کی تلوار کا خدا حافظ

دفن ہم ہو چکے تو کہتے ہیں

اس گنہ گار کا خدا حافظ

دشت چھوٹا تو آبلوں نے کہا

یاں کے ہر خار کا خدا حافظ

بات کرنے میں ہونٹ لڑتے ہیں

ایسے تکرار کا خدا حافظ

بلبلیں قید باغباں غافل

گل زردار کا خدا حافظ

گر سخیؔ کو ہے عشق کا آزار

ایسے بیمار کا خدا حافظ

سخی لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ishq Hai Yar Ka KHuda-hafiz

Sakhi Lakhnvi

ishq hai yar ka KHuda-hafiz
amr-e-dushwar ka KHuda-hafiz

pech mujh par paDe jo paDna ho
zulf-e-KHamdar ka KHuda-hafiz

sar jo Takraata hun to kahte hain
meri diwar ka KHuda-hafiz

sarfaroshon ki chashm-e-bad na paDe
un ki talwar ka KHuda-hafiz

dafn hum ho chuke to kahte hain
is gunahgar ka KHuda-hafiz

dasht chhuTa to aablon ne kaha
yan ke har KHar ka KHuda-hafiz

baat karne mein honT laDte hain
aise takrar ka KHuda-hafiz

bulbulen qaid-e-baghban ghafil
gul-e-zardar ka KHuda-hafiz

gar 'saKHi' ko hai ishq ka aazar
aise bimar ka KHuda-hafiz

(323) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ishq Hai Yar Ka KHuda-hafiz written by Sakhi Lakhnvi at UrduPoint. Ishq Hai Yar Ka KHuda-hafiz is one of the masterpieces written by Sakhi Lakhnvi. You can also find the complete poetry collection of Sakhi Lakhnvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sakhi Lakhnvi' above.

Ishq Hai Yar Ka KHuda-hafiz is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ishq Hai Yar Ka KHuda-hafiz, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.