Qabr Mein Ab Kisi Ka Dhyan Nahin, Urdu Ghazal By Sakhi Lakhnvi

Qabr Mein Ab Kisi Ka Dhyan Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sakhi Lakhnvi. Qabr Mein Ab Kisi Ka Dhyan Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Qabr Mein Ab Kisi Ka Dhyan Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

قبر میں اب کسی کا دھیان نہیں

سخی لکھنوی

قبر میں اب کسی کا دھیان نہیں

سچ ہے جب جی نہیں جہان نہیں

بند بلبل ہی کی زبان نہیں

ورنہ گل تو ہلاتے کان نہیں

دل نے خود الفت کمر کی ہے

اس میں کچھ میرا درمیان نہیں

ابھی کیا کیا نہ ہوگا حرج نصیب

ہم نہیں ہیں کہ امتحان نہیں

دیر کیوں زاہدوں نے چھوڑ دیا

کیا بتوں میں خدا کی شان نہیں

شمس کیسا چمک کے نکلا ہے

آج میرا جو مہربان نہیں

بات کیا ہے سخیؔ جو وہ ہم سے

ایسے چپ ہیں کہ کچھ بیان نہیں

سخی لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Qabr Mein Ab Kisi Ka Dhyan Nahin

Sakhi Lakhnvi

qabr mein ab kisi ka dhyan nahin
sach hai jab ji nahin jahan nahin

band bulbul hi ki zaban nahin
warna gul to hilate kan nahin

dil ne KHud ulfat-e-kamar ki hai
is mein kuchh mera darmiyan nahin

abhi kya kya na hoga harj nasib
hum nahin hain ki imtihan nahin

dair kyun zahidon ne chhoD diya
kya buton mein KHuda ki shan nahin

shams kaisa chamak ke nikla hai
aaj mera jo mehrban nahin

baat kya hai 'saKHi' jo wo hum se
aise chup hain ki kuchh bayan nahin

(308) ووٹ وصول ہوئے

You can read Qabr Mein Ab Kisi Ka Dhyan Nahin written by Sakhi Lakhnvi at UrduPoint. Qabr Mein Ab Kisi Ka Dhyan Nahin is one of the masterpieces written by Sakhi Lakhnvi. You can also find the complete poetry collection of Sakhi Lakhnvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sakhi Lakhnvi' above.

Qabr Mein Ab Kisi Ka Dhyan Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Qabr Mein Ab Kisi Ka Dhyan Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.