Ji Mein Aata Hai Ki Ek Roz Ye Manzar Dekhen, Urdu Ghazal By Saleem Betab

Ji Mein Aata Hai Ki Ek Roz Ye Manzar Dekhen is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saleem Betab. Ji Mein Aata Hai Ki Ek Roz Ye Manzar Dekhen comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ji Mein Aata Hai Ki Ek Roz Ye Manzar Dekhen on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جی میں آتا ہے کہ اک روز یہ منظر دیکھیں

سلیم بیتاب

جی میں آتا ہے کہ اک روز یہ منظر دیکھیں

سامنے تجھ کو بٹھائیں تجھے شب بھر دیکھیں

بند ہے شام سے ہی شہر کا ہر دروازہ

آ شب ہجر کہ اب اور کوئی گھر دیکھیں

ایسے ہم دیکھتے ہیں دل کے اجڑنے کا سماں

جس طرح داسیاں جلتا ہوا مندر دیکھیں

آج بھی شہر میں ہے میری وفا کی شہرت

آئیں اور آ کے ذرا میرے ستم گر دیکھیں

میرے جنگل میں ہی منگل کا سماں ہے پیدا

شہر کے لوگ مرے گاؤں میں آ کر دیکھیں

سلیم بیتاب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ji Mein Aata Hai Ki Ek Roz Ye Manzar Dekhen

Saleem Betab

ji mein aata hai ki ek roz ye manzar dekhen
samne tujh ko biThaen tujhe shab-bhar dekhen

band hai sham se hi shahr ka har darwaza
aa shab-e-hijr ki ab aur koi ghar dekhen

aise hum dekhte hain dil ke ujaDne ka saman
jis tarah dasiyan jalta hua mandar dekhen

aaj bhi shahr mein hai meri wafa ki shohrat
aaen aur aa ke zara mere sitamgar dekhen

mere jangal mein hi mangal ka saman hai paida
shahr ke log mere ganw mein aa kar dekhen

(504) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ji Mein Aata Hai Ki Ek Roz Ye Manzar Dekhen written by Saleem Betab at UrduPoint. Ji Mein Aata Hai Ki Ek Roz Ye Manzar Dekhen is one of the masterpieces written by Saleem Betab. You can also find the complete poetry collection of Saleem Betab by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saleem Betab' above.

Ji Mein Aata Hai Ki Ek Roz Ye Manzar Dekhen is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ji Mein Aata Hai Ki Ek Roz Ye Manzar Dekhen, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.