Masala Husn-e-taKHyyul Ka Hai Na Ilham Ka Hai, Urdu Ghazal By Salma Shaheen

Masala Husn-e-taKHyyul Ka Hai Na Ilham Ka Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Salma Shaheen. Masala Husn-e-taKHyyul Ka Hai Na Ilham Ka Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Masala Husn-e-taKHyyul Ka Hai Na Ilham Ka Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مسئلہ حسن تخیل کا ہے نہ الہام کا ہے

سلمیٰ شاہین

مسئلہ حسن تخیل کا ہے نہ الہام کا ہے

یہ فسانہ ذرا مشکل دل ناکام کا ہے

رات دن پہروں پہر اس کی ادا کے چرچے

یہ تماشہ بھی مرے واسطے کس کام کا ہے

مسکرانے لگے ہر سمت محبت کے چراغ

تیرے چہرے کا تصور بھی بڑے کام کا ہے

سونی سونی تھیں جو آنکھیں وہ دوبارہ ہنس دیں

نظر آیا ہے جو منظر وہ اسی شام کا ہے

اس تعلق کا کوئی رنگ نہ ڈھلنے پایا

تذکرہ شعروں میں اب بھی اسی گلفام کا ہے

لے اڑیں زرد ہوائیں مرے گھر سے خوشبو

بام و در کیا ہیں دریچہ مرے کس کام کا ہے

فصل ہو جائے تو بڑھتی ہے خوشی سے دوری

آپ کا قرب یہ سچ ہے بڑے آرام کا ہے

سلمیٰ شاہین

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Masala Husn-e-taKHyyul Ka Hai Na Ilham Ka Hai

Salma Shaheen

masala husn-e-taKHyyul ka hai na ilham ka hai
ye fasana zara mushkil dil-e-nakaam ka hai

raat-din pahron-pahar us ki ada ke charche
ye tamasha bhi mere waste kis kaam ka hai

muskurane lage har samt mohabbat ke charagh
tere chehre ka tasawwur bhi baDe kaam ka hai

suni suni thin jo aankhen wo dobara hans den
nazar aaya hai jo manzar wo usi sham ka hai

is talluq ka koi rang na Dhalne paya
tazkira sheron mein ab bhi usi gulfam ka hai

le uDin zard hawaen mere ghar se KHushbu
baam-o-dar kya hain daricha mere kis kaam ka hai

fasl ho jae to baDhti hai KHushi se duri
aap ka qurb ye sach hai baDe aaram ka hai

(543) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Masala Husn-e-taKHyyul Ka Hai Na Ilham Ka Hai written by Salma Shaheen at UrduPoint. Masala Husn-e-taKHyyul Ka Hai Na Ilham Ka Hai is one of the masterpieces written by Salma Shaheen. You can also find the complete poetry collection of Salma Shaheen by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Salma Shaheen' above.

Masala Husn-e-taKHyyul Ka Hai Na Ilham Ka Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Masala Husn-e-taKHyyul Ka Hai Na Ilham Ka Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.