Hawa Ke Kan Mein Kahna Use Bikhra Ke Aa Jae, Urdu Nazam By Salman Siddiqui

Hawa Ke Kan Mein Kahna Use Bikhra Ke Aa Jae is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Salman Siddiqui. Hawa Ke Kan Mein Kahna Use Bikhra Ke Aa Jae comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Hawa Ke Kan Mein Kahna Use Bikhra Ke Aa Jae on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہوا کے کان میں کہنا اسے بکھرا کے آ جائے

سلمان صدیقی

وہ اک بے جان بادل ہے

اسے اڑنا تو آتا ہے

برس کر اپنی صورت ہو بہ ہو رکھنا نہیں آتا

سو جب اس خوبصورت کے

بدن کے لمس کی خاطر

برستا ہے

بھگوتا ہے اسے تسکین سے لبریز کرتا ہے

تو اپنی ہی شباہت کا گماں رکھے

یقین عجز کر کے

اس کے فانی جسم سے رس کر

زمیں کا رزق بنتا ہے

تو لگتا ہے

کسی ان ہونی ساعت نے

زمیں کی تال پر گر کے

بقا کا گیت چھیڑا ہو

سلمان صدیقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hawa Ke Kan Mein Kahna Use Bikhra Ke Aa Jae

Salman Siddiqui

wo ek be-jaan baadal hai
use uDna to aata hai
baras kar apni surat hu-ba-hu rakhna nahin aata
so jab is KHub-surat ke
badan ke lams ki KHatir
barasta hai
bhigota hai use taskin se labrez karta hai
to apni hi shabahat ka guman rakhe
yaqin ijz kar ke
is ke fani jism se ris kar
zamin ka rizq banta hai
to lagta hai
kisi an-honi saat ne
zamin ki tal par gir ke
baqa ka git chheDa ho

(197) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hawa Ke Kan Mein Kahna Use Bikhra Ke Aa Jae written by Salman Siddiqui at UrduPoint. Hawa Ke Kan Mein Kahna Use Bikhra Ke Aa Jae is one of the masterpieces written by Salman Siddiqui. You can also find the complete poetry collection of Salman Siddiqui by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Salman Siddiqui' above.

Hawa Ke Kan Mein Kahna Use Bikhra Ke Aa Jae is a widely read Urdu Nazam. If you like Hawa Ke Kan Mein Kahna Use Bikhra Ke Aa Jae, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.