Main Banata Tujhe Ham-safar Zindagi, Urdu Ghazal By Sameer Parimal

Main Banata Tujhe Ham-safar Zindagi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sameer Parimal. Main Banata Tujhe Ham-safar Zindagi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Main Banata Tujhe Ham-safar Zindagi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میں بناتا تجھے ہم سفر زندگی

سمیر پرمل

میں بناتا تجھے ہم سفر زندگی

کاش آتی کبھی میرے گھر زندگی

میرے خوابوں کے بھی پاؤں جلنے لگے

بن کے دریا نظر میں اتر زندگی

ہر گھڑی آدمی خود میں مرتا رہا

اس طرح کٹ گئی بے خبر زندگی

ہم فقیروں کے قابل رہی تو کہاں

جا امیروں کی کوٹھی میں مر زندگی

تو گزارے یا جی بھر کے جی لے اسے

آج کی رات ہے رات بھر زندگی

سمیر پرمل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Main Banata Tujhe Ham-safar Zindagi

Sameer Parimal

main banata tujhe ham-safar zindagi
kash aati kabhi mere ghar zindagi

mere KHwabon ke bhi panw jalne lage
ban ke dariya nazar mein utar zindagi

har ghaDi aadmi KHud mein marta raha
is tarah kaT gai be-KHabar zindagi

hum faqiron ke qabil rahi tu kahan
ja amiron ki koThi mein mar zindagi

tu guzare ya ji bhar ke ji le ise
aaj ki raat hai raat bhar zindagi

(419) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Main Banata Tujhe Ham-safar Zindagi written by Sameer Parimal at UrduPoint. Main Banata Tujhe Ham-safar Zindagi is one of the masterpieces written by Sameer Parimal. You can also find the complete poetry collection of Sameer Parimal by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sameer Parimal' above.

Main Banata Tujhe Ham-safar Zindagi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Main Banata Tujhe Ham-safar Zindagi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.