Tamam Shai Mein Wo Aksar Dikhai Deta Hai, Urdu Ghazal By Sameer Parimal

Tamam Shai Mein Wo Aksar Dikhai Deta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sameer Parimal. Tamam Shai Mein Wo Aksar Dikhai Deta Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tamam Shai Mein Wo Aksar Dikhai Deta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تمام شے میں وہ اکثر دکھائی دیتا ہے

سمیر پرمل

تمام شے میں وہ اکثر دکھائی دیتا ہے

بڑا حسین یہ منظر دکھائی دیتا ہے

غموں کی دھوپ میں جلتی ہوئی نگاہوں کو

صنم وفا کا سمندر دکھائی دیتا ہے

تمہارے ہاتھ کی ان بے زباں لکیروں میں

ہمیں ہمارا مقدر دکھائی دیتا ہے

بنا لیا ہے جو شیشے کا گھر یہاں میں نے

ہر اک نگاہ میں پتھر دکھائی دیتا ہے

سبھی کے ہاتھ سنے ہیں لہو سے رشتوں کے

سبھی کی پیٹھ میں خنجر دکھائی دیتا ہے

اگیں گی امن کی فصلیں کہو بھلا کیسے

یہاں تو کھیت ہی بنجر دکھائی دیتا ہے

سمیر پرمل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tamam Shai Mein Wo Aksar Dikhai Deta Hai

Sameer Parimal

tamam shai mein wo aksar dikhai deta hai
baDa hasin ye manzar dikhai deta hai

ghamon ki dhup mein jalti hui nigahon ko
sanam wafa ka samundar dikhai deta hai

tumhaare hath ki in be-zaban lakiron mein
hamein hamara muqaddar dikhai deta hai

bana liya hai jo shishe ka ghar yahan main ne
har ek nigah mein patthar dikhai deta hai

sabhi ke hath sane hain lahu se rishton ke
sabhi ki piTh mein KHanjar dikhai deta hai

ugengi amn ki faslen kaho bhala kaise
yahan to khet hi banjar dikhai deta hai

(503) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tamam Shai Mein Wo Aksar Dikhai Deta Hai written by Sameer Parimal at UrduPoint. Tamam Shai Mein Wo Aksar Dikhai Deta Hai is one of the masterpieces written by Sameer Parimal. You can also find the complete poetry collection of Sameer Parimal by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sameer Parimal' above.

Tamam Shai Mein Wo Aksar Dikhai Deta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tamam Shai Mein Wo Aksar Dikhai Deta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.