Mazhab Ki Kitabon Mein Bhi Irshad Hua Main, Urdu Ghazal By Sanjay Mishra Shauq

Mazhab Ki Kitabon Mein Bhi Irshad Hua Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sanjay Mishra Shauq. Mazhab Ki Kitabon Mein Bhi Irshad Hua Main comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Mazhab Ki Kitabon Mein Bhi Irshad Hua Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مذہب کی کتابوں میں بھی ارشاد ہوا میں

سنجے مصرا شوق

مذہب کی کتابوں میں بھی ارشاد ہوا میں

دنیا تری تعمیر میں بنیاد ہوا میں

صیاد سمجھتا تھا رہا ہو نہ سکوں گا

ہاتھوں کی نسیں کاٹ کے آزاد ہوا میں

عریاں ہے مرے شہر میں تہذیب کی دیوی

مندر کا پجاری تھا سو برباد ہوا میں

مضمون سے لکھتا ہوں کئی دوسرے مضموں

دنیا یہ سمجھتی ہے کہ نقاد ہوا میں

ہر شخص حقارت سے مجھے دیکھ رہا ہے

جیسے کسی مظلوم کی فریاد ہوا میں

سنجے مصرا شوق

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mazhab Ki Kitabon Mein Bhi Irshad Hua Main

Sanjay Mishra Shauq

mazhab ki kitabon mein bhi irshad hua main
duniya teri tamir mein buniyaad hua mein

sayyaad samajhta tha riha ho na sakunga
hathon ki nasen kaT ke aazad hua main

uryan hai mere shahr mein tahzib ki dewi
mandir ka pujari tha so barbaad hua main

mazmun se likhta hun kai dusre mazmun
duniya ye samajhti hai ki naqqad hua main

har shaKHs hiqarat se mujhe dekh raha hai
jaise kisi mazlum ki fariyaad hua main

(535) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mazhab Ki Kitabon Mein Bhi Irshad Hua Main written by Sanjay Mishra Shauq at UrduPoint. Mazhab Ki Kitabon Mein Bhi Irshad Hua Main is one of the masterpieces written by Sanjay Mishra Shauq. You can also find the complete poetry collection of Sanjay Mishra Shauq by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sanjay Mishra Shauq' above.

Mazhab Ki Kitabon Mein Bhi Irshad Hua Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mazhab Ki Kitabon Mein Bhi Irshad Hua Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.