Kasa-e-fikr Mein Rakhta Hun Main Daulat Apni, Urdu Ghazal By Sanjay Mishra Shauq

Kasa-e-fikr Mein Rakhta Hun Main Daulat Apni is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sanjay Mishra Shauq. Kasa-e-fikr Mein Rakhta Hun Main Daulat Apni comes under the Sad, Social, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Kasa-e-fikr Mein Rakhta Hun Main Daulat Apni on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کاسۂ فکر میں رکھتا ہوں میں دولت اپنی

سنجے مصرا شوق

کاسۂ فکر میں رکھتا ہوں میں دولت اپنی

مفلسی میں بھی بدلتی نہیں عادت اپنی

مجھ کو اس تلخ نوائی نے کیا ہے رسوا

اپنی نظروں میں بہ ہر حال ہے عزت اپنی

ہے مرے شہر میں کتنے ہی شکاری چہرے

اپنی صورت میں جو رکھتے نہیں صورت اپنی

میرا اخلاق ہی ایسا ہے کہ میرے سر پر

جس کو دیکھو وہی رکھتا ہے مصیبت اپنی

سنجے مصرا شوق

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kasa-e-fikr Mein Rakhta Hun Main Daulat Apni

Sanjay Mishra Shauq

kasa-e-fikr mein rakhta hun main daulat apni
muflisi mein bhi badalti nahin aadat apni

mujh ko is talKH-nawai ne kiya hai ruswa
apni nazron mein ba-har-haal hai izzat apni

hai mere shahr mein kitne hi shikari chehre
apni surat mein jo rakhte nahin surat apni

mera aKHlaq hi aisa hai ki mere sar par
jis ko dekho wahi rakhta hai musibat apni

(455) ووٹ وصول ہوئے

You can read Kasa-e-fikr Mein Rakhta Hun Main Daulat Apni written by Sanjay Mishra Shauq at UrduPoint. Kasa-e-fikr Mein Rakhta Hun Main Daulat Apni is one of the masterpieces written by Sanjay Mishra Shauq. You can also find the complete poetry collection of Sanjay Mishra Shauq by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sanjay Mishra Shauq' above.

Kasa-e-fikr Mein Rakhta Hun Main Daulat Apni is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kasa-e-fikr Mein Rakhta Hun Main Daulat Apni, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.