Qaid Main Kaise Daere Mein Hun, Urdu Ghazal By Santosh Khirvadkar

Qaid Main Kaise Daere Mein Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Santosh Khirvadkar. Qaid Main Kaise Daere Mein Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Qaid Main Kaise Daere Mein Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

قید میں کیسے دائرے میں ہوں

سنتوش کھروڑکر

قید میں کیسے دائرے میں ہوں

کون ہے جس کے سلسلے میں ہوں

آپ تو میٹھی نیند سوتے ہیں

اور میں صدیوں سے رت جگے میں ہوں

اب نہیں کوئی فکر دنیا کی

چین سے اپنے مقبرے میں ہوں

مجھ کو منزل ملی نہیں اب تک

ایک مدت سے راستے میں ہوں

ان کی یادوں کو بھولنا ہے مجھے

یوں میں سنتوشؔ میکدے میں ہوں

سنتوش کھروڑکر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Qaid Main Kaise Daere Mein Hun

Santosh Khirvadkar

qaid main kaise daere mein hun
kaun hai jis ke silsile mein hun

aap to miThi nind sote hain
aur main sadiyon se rat-jage mein hun

ab nahin koi fikr duniya ki
chain se apne maqbare mein hun

mujh ko manzil mili nahin ab tak
ek muddat se raste mein hun

un ki yaadon ko bhulna hai mujhe
yun main 'santosh' mai-kade mein hun

(489) ووٹ وصول ہوئے

You can read Qaid Main Kaise Daere Mein Hun written by Santosh Khirvadkar at UrduPoint. Qaid Main Kaise Daere Mein Hun is one of the masterpieces written by Santosh Khirvadkar. You can also find the complete poetry collection of Santosh Khirvadkar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Santosh Khirvadkar' above.

Qaid Main Kaise Daere Mein Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Qaid Main Kaise Daere Mein Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.