Aage Ki Thokaron Se Bacha Kar Chala Gaya, Urdu Ghazal By Sapna Moolchandani

Aage Ki Thokaron Se Bacha Kar Chala Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sapna Moolchandani. Aage Ki Thokaron Se Bacha Kar Chala Gaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aage Ki Thokaron Se Bacha Kar Chala Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آگے کی ٹھوکروں سے بچا کر چلا گیا

سپنا مولچندانی

آگے کی ٹھوکروں سے بچا کر چلا گیا

اک شخص میرے رستے میں آ کر چلا گیا

وہ درد کے دوا کے دلوں کے سوال پر

غالبؔ کا ایک شعر سنا کر چلا گیا

جس کو کبھی بھلا نہ سکی ایک پل بھی میں

وہ مجھ کو ایک پل میں بھلا کر چلا گیا

اس نے سفر میں ساتھ تو میرا نہیں دیا

مجھ کو مگر وہ رستہ دکھا کر چلا گیا

دل چاہتا ہے اس کو ہی مرہم کے طور پر

جو شخص دل پہ زخم لگا کر چلا گیا

سوچو ذرا کہ کتنا دکھا ہوگا اس کا دل

ہنستے ہوئے جو اشک چھپا کر چلا گیا

سپنا مولچندانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aage Ki Thokaron Se Bacha Kar Chala Gaya

Sapna Moolchandani

aage ki Thokaron se bacha kar chala gaya
ek shaKHs mere raste mein aa kar chala gaya

wo dard ke dawa ke dilon ke sawal par
'ghaalib' ka ek sher suna kar chala gaya

jis ko kabhi bhula na saki ek pal bhi main
wo mujh ko ek pal mein bhula kar chala gaya

us ne safar mein sath to mera nahin diya
mujh ko magar wo rasta dikha kar chala gaya

dil chahta hai us ko hi marham ke taur par
jo shaKHs dil pe zaKHm laga kar chala gaya

socho zara ki kitna dukha hoga us ka dil
hanste hue jo ashk chhupa kar chala gaya

(159) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aage Ki Thokaron Se Bacha Kar Chala Gaya written by Sapna Moolchandani at UrduPoint. Aage Ki Thokaron Se Bacha Kar Chala Gaya is one of the masterpieces written by Sapna Moolchandani. You can also find the complete poetry collection of Sapna Moolchandani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sapna Moolchandani' above.

Aage Ki Thokaron Se Bacha Kar Chala Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aage Ki Thokaron Se Bacha Kar Chala Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.