Ki Mai Se Hazar Bar Tauba, Urdu Ghazal By Sardar Genda Singh Mashriqi

Ki Mai Se Hazar Bar Tauba is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sardar Genda Singh Mashriqi. Ki Mai Se Hazar Bar Tauba comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Ki Mai Se Hazar Bar Tauba on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کی مے سے ہزار بار توبہ

سردار گینڈا سنگھ مشرقی

کی مے سے ہزار بار توبہ

رہتی نہیں برقرار توبہ

تم مے سے کرو ہزار بار توبہ

تم سے یہ نبھے قرار توبہ

بندوں کو گنہ تباہ کرتے

ہوتی نہ جو غم گسار توبہ

ہوتی ہے بہار میں معطل

کرتے ہیں جو میگسار توبہ

مقبول ہو کیوں نہ گر کریں ہم

با دیدۂ اشک بار توبہ

ہوگی کبھی مشرقیؔ نہ قبول

پیری میں کرو ہزار توبہ

سردار گینڈا سنگھ مشرقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ki Mai Se Hazar Bar Tauba

Sardar Genda Singh Mashriqi

ki mai se hazar bar tauba
rahti nahin barqarar tauba

tum mai se karo hazar bar tauba
tum se ye nibhe qarar tauba

bandon ko gunah tabah karte
hoti na jo gham-gusar tauba

hoti hai bahaar mein muattal
karte hain jo mai-gusar tauba

maqbul ho kyun na gar karen hum
ba-dida-e-ashk-bar tauba

hogi kabhi 'mashriqi' na qubul
piri mein karo hazar tauba

(399) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Sardar Genda Singh Mashriqi Poetry

نالہ شب فراق جو کوئی نکل گیا

Sardar Genda Singh Mashriqi - سردار گینڈا سنگھ مشرقی

Nala Shab-e-firaq Jo Koi Nikal Gaya

ایک مدت میں بڑھایا تو نے ربط (ردیف .. ے)

Sardar Genda Singh Mashriqi - سردار گینڈا سنگھ مشرقی

Ek Muddat Mein Badhaya Tu Ne Rabt

جب بوسہ لے کے مدعا میں نے بیاں کیا (ردیف .. ے)

Sardar Genda Singh Mashriqi - سردار گینڈا سنگھ مشرقی

Jab Bosa Le Ke Muddaa Maine Bayan Kiya

زاہد مری سمجھ میں تو دونوں گناہ ہیں (ردیف .. ا)

Sardar Genda Singh Mashriqi - سردار گینڈا سنگھ مشرقی

Zahid Meri Samajh Mein To Donon Gunah Hain

بوسہ دیتے ہو اگر تم مجھ کو دو دو سب کے دو

Sardar Genda Singh Mashriqi - سردار گینڈا سنگھ مشرقی

Bosa Dete Ho Agar Tum Mujhko Do Do Sab Ke Do

دھر کے ہاتھ اپنا جگر پر میں وہیں بیٹھ گیا

Sardar Genda Singh Mashriqi - سردار گینڈا سنگھ مشرقی

Dhar Ke Hath Apna Jigar Par Main Wahin Baith Gaya

مزہ دیکھا کسی کو اے پری رو منہ لگانے کا (ردیف .. ن)

Sardar Genda Singh Mashriqi - سردار گینڈا سنگھ مشرقی

Maza Dekha Kisi Ko Ai Pari-ru Munh Lagane Ka

کس سے دوں تشبیہ میں زلف مسلسل کو تری (ردیف .. ا)

Sardar Genda Singh Mashriqi - سردار گینڈا سنگھ مشرقی

Kis Se Dun Tashbih Main Zulf-e-musalsal Ko Teri

You can read Ki Mai Se Hazar Bar Tauba written by Sardar Genda Singh Mashriqi at UrduPoint. Ki Mai Se Hazar Bar Tauba is one of the masterpieces written by Sardar Genda Singh Mashriqi. You can also find the complete poetry collection of Sardar Genda Singh Mashriqi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sardar Genda Singh Mashriqi' above.

Ki Mai Se Hazar Bar Tauba is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ki Mai Se Hazar Bar Tauba, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.